Ye Hai Bombay Meri Jaan from CID

Advertisements


Movie : CID
Singers : Geeta Dutt, Mohammed Rafi
Song : Ye Hai Bombay Meri Jaan
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Dev Anand, Waheeda Rehman
Music Directors : O. P. Nayyar

Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
Ye hai bombay meri jaan
Ha haa, ha ho ho, ho hi haa ha haa
Hm hm hm hm..
Hm hm hm hm..
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
Ye hai bombay meri jaan

Kahin building kahin traame
kahin motor kahin mill
Milta hai yahan sab kuchh ik milta nahin dil
Kahin building kahin traame
Kahin motor kahin mill
Milta hai yahan sab kuchh ik milta nahin dil
Insaan ka nahin kahin naam o nishaan
Zara hat ke zara bach ke
ye hai bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
Ye hai bombay meri jaan

Kahin satta kahin patta kahin chori kahin race
Kahin daaka kahin phaaka kahin thokar kahin thes
Kahin satta kahin patta kahin chori kahin race
Kahin daaka kahin phaaka kahin thokar kahin thes
Bekaaro ke hain kayi kaam yahan
Zara hat ke zara bach ke
Ye hai Bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
Ye hai bombay meri jaan

Beghar ko aawara yahan kehte has has
Khud kaate gale sabke kahe isko business
Beghar ko aawara yahan kehte has has
Khud kaate gale sabke kahe isko business
Ik cheez ke hain kayi naam yahan
Zara hat ke zara bach ke
Ye hai bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
Ye hai bombay meri jaan

Bura duniya wo hai kehta aisa bhola tu na ban
Jo hai karta wo hai bharta hai yahan ka ye chalan
Bura duniya wo hai kehta aisa bhola tu na ban
Jo hai karta wo hai bharta hai yahan ka ye chalan
Tadbeer nahin chalne ki yahan
Ye hai bombay, ye hai bombay
Ye hai bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
Ye hai bombay meri jaan
Aye dil hai aasaa jeena yahan
Suno mister, suno bandhu
Ye hai bombay meri jaan
Aye dil hai mushkil jeena yahan
Zara hat ke zara bach ke
Ye hai bombay meri jaan

The song is from the film CID starring Dev Anand and Waheeda Rehmaan. This song shows the lifestyle of Mumbai city. Songs of the film are written by Majrooh Sultanpuri and Jaan Nisar Akhtar. Jaan Nisar Akhtar was the father of today’s famous lyricist Javed Akhtar.


 



No Responses to “Ye Hai Bombay Meri Jaan from CID”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.