Ye Bombay Shehar Ka Bada Naam Hai from Kya Ye Bombay Hai
Movie : Kya Ye Bombay Hai
Singers : Mohammad Rafi
Song : Ye Bombay Shehar Ka Bada Naam Hai
Lyricist : Noor Dewasi
Actors : Maruti, Nishi, Tun Tun, W.M. Khan
Music Directors : Bipin Dutta
ram pam pam..
ram pam pam..
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
andhon ko soojhe
yahaan door ki
aankh waalon ko milta
nahi raasta
sunta nahi koi
majboor ki
kisi ko kisi se
nahi vaasta
suno bhaiya mera
ye paigham hai
suno bhaiya mera
ye paigham hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
aaloo ko bole
batata yahaan
namaste ko kehte hain
tata yahaan
amrood pero aur
anda hai vaida
yahan par hue hain
naye naam paida
ye jis ko bulayen
karen sh sh sh..
hairat ka yaaron
har ik kaam hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
kahin raaj bhaiya
kahin baby nanda
satte ki manind hai
filmon ka dhanda
jo lag jaaye number
to ban jaaye banda
jo number na aaya
to maangoge chanda
zara bach kar rehna
suno mera kehna
agar meri maano
bura kaam hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
bijli se chalti
yahaan gadiyaan
traamon buson ka
azab sa hai khel
jo kismat se in mein
jagah mil bhi jaaye
to dhakke pe dhakka
nikal jaaye tel
badi bheed hai
bada shor hai
magar car waalon ko
aaraam hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
ye worli ka naaka
ye daadar ka circle
yahaan ka dikhaaye
tumhen ek latka
jawaano ki toli
haseeno ki hulchul
nahi hai shareefon ko
koi bhi khatka
jo nadaan hai
wo hairaan hai
jo hoshiyaar hai
wo nakaam hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
jahaan dekhta hoon
jidhar dekhta hoon
main ladki ko ladka
bana dekhta hoon
ayi mere bhagwan
ye kya dekhta hoon
zamaane ki ulti
ada dekhta hoon
ye bhaarat ki beti
haya kho ke baithi
ab in ko bachaana
tera kaam hai
bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
ye bombay shehar ka
bada naam hai
par gadbad ghotale ka
har kaam hai
aa..aa..
aa..aa..
This song is an intresting number from the film Kya Ye Bombay Hai. Lyricist of this song Noor Dewasi has composed a nice and truthful life of Mumbai city through his words. Worth listening.
- Bombay Goa Bom Bombay Goa from Bombay to Goa
- Ye Hai Bombay Meri Jaan from CID
- Aapke shehar me aayi from Charas
- Shehar Haaye Khoob Kya Hai from Chal Chalein
- Ajnabi Shehar Hai Ajnabi Shaam Hai from Jaanemann
- Mere Angne Mein Tumhara Kya Kaam Hai Lawaaris
- Songs of Saalam Bombay
- Mere angne mein from Laawaris
- Sapno Ke Shehar Hum Banaayenge Ghar from Ahsaas
- Mera Sasura Bada Paise Waala from Bidaai
- Songs of Bombay 405 Miles
- Ajnabee Ehsaas Ko Dil Mera from Do Dilon Ke Khel Mein
- Humne Gaaon Ke Panghat Pe Bhai from Ek Bechara
- Aaj Mausam Bada Beimaan Hai from Loafer
- Songs of Dafa 302
No Responses to “Ye Bombay Shehar Ka Bada Naam Hai from Kya Ye Bombay Hai”
Please Wait
Leave a Reply