Tumhe Paa Ke Humne Jahaan Paa Liya from Gehra Daag

Advertisements


Movie : Gehra Daag
Singers : Asha Bhonsle and Mohammad Rafi
Song : Tumhe Paa Ke Humne Jahaan Paa Liya
Lyricist : Shakeel Badayuni
Actors : Rajendra Kumar, Ram Mohan, Madan Puri, Mala Sinha
Music Directors : Ravi

tumhe paa ke humne
jahaan paa liya hai
tumhe paa ke humne
jahaan paa liya hai

zameen to zameen
aasmaan paa liya hai
tumhe paa ke humne
jahaan paa liya hai
tumhe paa ke humne

mita na sakegi
jise ab khiza bhi
jala na sakegi
ab bijliyaan bhi

mohabbat ka wo
aashiyaan paa liya hai
tumhe paa ke humne
jahaan paa liya hai

zameen to zameen
aasmaan paa liya hai
tumhe paa ke humne
jahaan paa liya hai
tumhe paa ke humne

zamaane ke ghum
pyaar mein dhal gaye hain
zamaane ke ghum
pyaar mein dhal gaye hain

ummeedo ke laakhon
diye jal gaye hain
ummeedo ke laakhon
diye jal gaye hain

ke jab se tumhe
meharbaan paa liya hai
tumhe paa ke humne
jahaan paa liya hai

zameen to zameen
aasmaan paa liya hai
tumhe paa ke humne
jahaan paa liya hai
tumhe paa ke humne

jahaan se mohabbat ki
raahen mili hain
wahin se meri gardishen
tham gayi hain

na bichhdenge hum
carvaan paa liya hai
tumhe paa ke humne
jahaan paa liya hai

zameen to zameen
aasmaan paa liya hai
tumhe paa ke humne
jahaan paa liya hai
tumhe paa ke humne

This is a romantic song from the film Gehra Daag which was released in the year 1963. This song is in the voice of Asha Bhonsle and Mohammad Rafi. Picturisation of this song is shown on Rajendra Kumar and Mala Sinha.


 



No Responses to “Tumhe Paa Ke Humne Jahaan Paa Liya from Gehra Daag”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.