Tum kya jaano dil from Aashiq
Movie: Aashiq
Singers: Udit Narayan and Alka Yagnik
Song: Tum kya jaano dil
Actors: Bobby Deol, Karishma Kapoor, Anupam Kher, Rahul Dev and Mukesh Rishi
Lyricist: Sameer
Music Director: Sanjeev Darshan
Tum kya jaano dil karta tum se kitna pyaar,
rehta hai mujhko bas tumhara intezaar
aisa hai ye deewanapan
jab tak na dekhoon tum ko aaye na karaar
lag ja mere seene se yaar
tum kya jaano dil karta tum se kitna pyaar
rehta hai mujhko bas tumhara intezaar
aisa hai ye deewanapan
jab tak na dekhoon tum ko aaye na karaar
lag ja mere seene se yaar
pehle kabhi to dil mera itna nahi tha deewana,
kya cheez hai deewangi, paake tujhe maine jaana
tujhko dekha tujhko chaaha, tera ho gaya
jaan-e-jaana main tere khwaabon mein kho gaya
aa choom loon tujhe baar baar
tum kya jaano dil karta tum se kitna pyaar
rehta hai muhko bas tumhara intezaar
aisa hai ye deewanapan
jab tak na dekhoon tum ko aaye na karaar
lag ja mere seene se yaar
uff kya sama jawan hai, aaagosh mein chandnihai
bikhri hai jo yahan wahan, wohpyaar ki roshni hai
hai tere hi dum se meri chahat ka jahan
tere jaisa aashiq sabko milta hai kahan
tujhpe sanam meri jaan nisaar
tum kya jaano dil karta tum se kitna pyaar
rehta hai muhko bas tumhara intezaar
aisa hai ye deewanapan
jab tak na dekhoon tum ko aaye na karaar
lag ja mere seene se yaar
‘Tum kya jaano dil’ is a romantic track from the 2001 released romantic action thriller flick, Aashiq. The movie stars Bobby Deol, Karishma Kapoor, Anupam Kher, Rahul Dev and Mukesh Rishi. Sanjeev Darshan is the music director of the movie while the song is rendered by well known singers, Udit Narayan and Alka Yagnik.
- Falsafa Pyaar Ka Tum Jaano from Duniya
- Kyun Chalti Hai Pawan from Kaho Na Pyar Hai
- Are Deewano Mujhe Pehchano from Don
- Manmohan Man Mein Ho Tum Hi from Kaise Kahoon
- Na Tum Hame Jaano from Baat Ek Raat Ki
- Tum Jo Hamaare Meet Na Hote from Aashiq
- Main Aashiq Hoon Bahaaron Ka from Aashiq
- Aashiq mujhe aashiq from Aashiq
- Husn Ke Laakhon Rang from Johny Mera Naam
- Main hoon aashiq from Aashiq Awaara
- Tum se mujhe pyaar kyun from Na Tum Jaano Na Hum
- Tune dil se kyun mujhko from Na Tum Jaano Na Hum
- Mujhe aisa laga woh from Na Tum Jaano Na Hum
- Na Tum Jaano Na Hum songs
- Kaash mere hote kaash from Kaash… mere hote
No Responses to “Tum kya jaano dil from Aashiq”
Please Wait
Leave a Reply