Sun Champa Sun Taara Koi Jeeta Koi Haara from Apna Desh

Advertisements


Movie : Apna Desh
Singers : Lata Mangeshkar and Kishore Kumar
Song : Sun Champa Sun Taara Koi Jeeta Koi Haara
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rajesh Khanna, Mumtaz, Om Prakash
Music Director : R D Burman

sun champa sun taara
koi jeeta koi haara
are bada maza aaye
haaye suno meri baat
jhoome naache gaaye
chalo aaj saari raat

sun champa sun taara
koi jeeta koi haara
are bada maza aaye
haaye suno meri baat
jhoome naache gaaye
chalo aaj saari raat
sun ri champa sun taara
o taara

sach ke gale mein padi maala
jhootho ka to muh hua kaala
ho sach ke gale mein padi maala
jhootho ka to muh hua kaala

kaise hua aise hua
kaise hua aise hua
hairaan hai jag saara

sun champa sun taara
koi jeeta koi haara
are bada maza aaye
haaye suno meri baat
jhoome naache gaaye
chalo aaj saari raat
sun ri champa sun taara
o taara

banda hoon main to
seedha saada
karta hoon tum se
main ye vaada
ho banda hoon main to
seedha saada
karta hoon tum se
main ye vaada

aaj se hoga wo dukh mera
aaj se hoga wo dukh mera
dukha hai jo tumhaara

sun champa sun taara
koi jeeta koi haara
are bada maza aaye
haaye suno meri baat
jhoome naache gaaye
chalo aaj saari raat
sun ri champa sun taara
o taara

chham chham jo baaji meri paayal
dil dushmano ke huye ghaayal
ho chham chham jo baaji meri paayal
dil dushmano ke huye ghaayal
is jeevan pe sab ka hak hai
is jeevan pe sab ka hak hai
apna hai ye naara

sun champa sun taara
koi jeeta koi haara
are bada maza aaye
haaye suno meri baat
jhoome naache gaaye
chalo aaj saari raat

sun champa sun taara
koi jeeta koi haara
sun champa sun taara
koi jeeta koi haara

are bada maza aaye
haaye suno meri baat
jhoome naache gaaye
chalo aaj saari raat
sun ri champa sun taara
o taara

This song is an enjoyble number from the film Apna Desh which was released in the year 1972. Direction of this film was done by Jambu. This song is picturised on Rajesh Khanna and Mumtaz dancing in a group of some people.


 



No Responses to “Sun Champa Sun Taara Koi Jeeta Koi Haara from Apna Desh”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.