So Gaya Saara Zamaana from Miss Mary

Advertisements


Movie : Miss Mary
Singers : Lata Mangeshkar
Song : So Gaya Saara Zamaana
Lyricist : Rajinder Krishan
Actors : Meena Kumari, Kishore Kumar, Gemini Ganesan
Music Director : Hemant Kumar

so gaya saara zamaana
neend kyun aati nahi
so gaya saara zamaana
neend kyun aati nahi

aye hawa jaa kar use tu
saath kyun laati nahi
so gaya saara zamaana
neend kyun aati nahi
so gaya..

chaand pahle bhi nikalta tha
magar aisa na tha
chaand pehle bhi nikalta tha
magar aisa na tha

aaj aisi baat kyun hai
kuchh samajh aati nahi
so gaya saara zamaana
neend kyun aati nahi
so gaya..

chandni kuchh chaand se
keh kar zameen par aa gayi
chandni kuchh chaand se
keh kar zameen par aa gayi

jaane kya dekha yahaan
ab laut kar jaati nahi
so gaya saara zamaana
neend kyun aati nahi

aye hawa jaa kar use
tu saath kyun laati nahi
so gaya saara zamaana
neend kyun aati nahi

The film Miss Mary was directed by L V Prasad and it was released in the year 1957. This song is a soft number and voice for it is given by Lata Mangeshkar. Picturisation of this song is shown on Meena Kumari.


 



No Responses to “So Gaya Saara Zamaana from Miss Mary”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.