Rampur Ka Vaasi Hoon Main from Rampur Ka Laxman
Movie : Rampur Ka Laxman
Singers : Kishore Kumar
Song : Rampur Ka Vaasi Hoon Main
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Randhir Kapoor, Rekha, Shatrughan Sinha
Music Director : R D Burman
rampur ka vaasi hoon main
laxman mera naam
seedhi saadi boli meri
seedha saada kaam
o par hoon bada albela
ho sau ke barabar akela
ho rampur ka vaasi hoon main
laxman mera naam
seedhi saadi boli meri
seedha saada kaam
rukna jhukna main kya jaanu aye bhaai
ho yaar ki yaari mujh ko
yahaan talak laayi
are khel tamaasha mujh ko mat samjho pyaaron
ho abhi to parda uthne mein
der hai yaaron
tum dekhoge ho tum dekhoge
us roz mujhe
main apni jaan pe jis din khela
rampur ka vaasi hoon main
laxman mera naam
seedhi saadi boli meri
seedha saada kaam
pyaar mohabbat mein waise to dheela hoon
ho lekin dil ka main bhi
bada rangeela hoon
are aankho aankho hi mein
jin pe laharaaun
ho un hontho ki laali utaar le jaaun
kar doon pagal haaye
kar doon paagal
ho chhahe gaanv ki gori
ya koi shehri laila
rampur ka vaasi hoon main
laxman mera naam
seedhi saadi boli meri
seedha saada kaam
suit pehen ke tum dekho nakli sapna
ho meri dhoti kurte pe
soch kar hasna
are khaddar ki chhaaya mein
bhaarat jaaga hai
ho is laathi se angrez dar ke bhaaga hai
ye angrezi ye angrezi
fashion waishan kya jaanu
main hoon bhaarat ka chhaila
rampur ka arre
rampur ka vaasi hoon main
laxman mera naam
seedhi saadi boli meri
seedha saada kaam
The song is from the film Rampur Ka Laxman. The film was released in the year 1972 under the direction of Manmohan Desai. The song is in the voice of Kishore Kumar and is picturised on Randhir Kapoor.
- Hit songs of Rampur Ka Lakshman
- Gum hai kisi ke pyar mein dil subah shaam from Rampur Ka Lakshman
- Songs Of Nalayak
- Songs Of Billa No. 786
- Hit songs of Aakhri Baazi
- Songs Of Mar Mitenge
- Songs of Pran Sikand
- Songs of Randhir Kapoor
- Hit songs of Rekha
- Hit songs of Hum Shakal
- Hit songs of Mar Mitenge
- Songs of Khoon Aur Paani
- Kilimanjaro ladki parvat thi from Robot
- Kya Main Zinda Hoon from Zinda
- Main Aisa Kyun Hoon from Lakshya
No Responses to “Rampur Ka Vaasi Hoon Main from Rampur Ka Laxman”
Please Wait
Leave a Reply