Raina Beeti Jaaye Shyam Na Aaye from Amar Prem

Advertisements


Movie : Amar Prem
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Raina Beeti Jaaye Shyam Na Aaye
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Sharmila Tagore, Rajesh Khanna, Sujit Kumar
Music Directors : R D Burman

aa..aa..
raina beeti jaaye
shyam na aaye
raina beeti jaaye
shyam naa aaye

nindiya na aaye
nindiya na aaye
raina beeti jaaye
shyam na aaye
raina beeti jaaye

shaam ko bhoola
shyam ka vaada
shaam ko bhoola
shyam ka vaada

sang diye ke
jaage radha
nindiya na aaye
nindiya na aaye

raina beeti jaaye
shyam na aaye
raina beeti jaaye

birha ki maari
prem deewani re
birha ki maari
prem deewaani

tan man pyaasa
ankhiyon mein paani
nindiya na aaye
nindiya naa aaye
raina beeti jaaye
shyam na aaye
raina beeti jaaye

It is a kind of a sad number from the film Amar Prem which was released in the year 1971 under the direction of Shakti
Samanta. This hit number is in the voice of Lata Mangeshkar and is picturised on Sharmila Tagore and Rajesh Khanna.


 



No Responses to “Raina Beeti Jaaye Shyam Na Aaye from Amar Prem”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.