Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye from Mujhse Shaadi Karogi

Advertisements


Movie : Mujhse Shaadi Karogi
Singers : Alka Yagnik and Udit Narayan
Song : Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye
Lyricist : Alees Sherwani
Actors : Akshay Kumar, Salman Khan, Priyanka Chopra, Kadar Khan, Rajpal Yadav
Music Director : Sajid Wajid

tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye

mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye

tu ada hai tu mohabbat tu hi mera pyaar hai
mar mita hoon mar mita hoon
haan mujhe ikraar hai

jaanti hoon hai sharaarat ye jo tera pyaar hai
kya karoon main kya karoon main
dil ko to inkaar hai

tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye

main haseena naazneena har taraf ye shor hai
tu deewaana ban gaya hai
dil pe kis ka zor hai

main deewaana kam nahin hoon haarkar na jaaoonga
dil churaane aa gaya hoon
dil chura le jaaoonga

tere dil pe mujhko aitbaar ho jaaye
tere dil pe mujhko aitbaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye

tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye
rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye

This sweet song Rab kare Tujh Ko Bhi is from the superhit movie Mujhse Shaadi Karogi. The song is sung by Alka Yagnik and Udit Narayan and it is picturised on Salman Khan and Priyanka Chopra.


 



No Responses to “Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye from Mujhse Shaadi Karogi”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.