Pyaar Karna Tere Bas Ki Baat Nahi from Haath Ki Safaai

Advertisements


Movie : Haath Ki Safaai
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Pyaar Karna Tere Bas Ki Baat Nahi
Lyricist : Gulshan Baawra
Actors : Vinod Khanna, Randhir Kapoor, Hema Malini
Music Director : Kalyanji Anandji

tu kya jaane bewafa
o bewafa o bewafa
pyaar karna tere bas ki baat nahi
pyaar karna tere bas ki baat nahi
kisi pe marna tere bas ki baat nahi
o bewafa o bewafa

yaar wo kaise hain
jo pyaar bechte hain
o yaar wo kaise hain
jo pyaar bechte hain

jeena kya unka
jo yaar bechte hain
hum usi ko dil kahenge
pyar jisme basa
pyar hi to zindagi hai
pyar hi hai nasha

tu kya jaane bewafa
o bewafa o bewafa

o teri zafa mujhko
is mehfil mein laayi
o teri zafa mujhko
is mehfil mein laayi

tere hi jaise yahan
sab hain harjaayi
ghum nahi hain iska mujhe
ghum hai is baat ka
jisko maine apna samjha
usne hi loota

tu kya jaane bewafa
o bewafa o bewafa
pyar karna tere bas ki baat nahi
kisi pe marna tere bas ki baat nahi
o bewafa o bewafa
o bewafa o bewafa

The song is a famous sad number from the film Haath Ki Safaai. The film is direted by Prakash Mehra and did a nice business at box office. This song is picturised on Hema Malini.


 



No Responses to “Pyaar Karna Tere Bas Ki Baat Nahi from Haath Ki Safaai”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.