Peene Walon Ko Peene Ka Bahaana Chahiye from Haath Ki Safaai
Movie : Haath Ki Safaai
Singers : Kishore Kumar, Hema Malini
Song : Peene Walon Ko Peene Ka Bahaana Chahiye
Lyricist : Gulshan Baawra
Actors : Vinod Khanna, Simi Garewal, Randhir Kapoor, Hema Malini
Music Director : Kalyanji Anandji
mitwa mitwa
mitwa
kaun devdas
to tumhein kya laga
charandaas
devdas
hmm…
kis haal mein jee rahe ho
kya kaha pee rahe ho
are darde dil ki dawa mili na kahi aur mujhe
aa gaya hoon tere adde pe aaj ho ke dukhi
tujhe kasam hai
tujhe kasam hai
jee bhar ke pila de paaro
dil mera tod ke chal di hai kahin
chandramukhi
sab ulta bol rahe ho
kya ulta kya sulta
kya devi kya kulta
sab galat ho raha hai
kya galat kya sahi
are kya doodh kya dahi
kaisi kahi
khoob kahi khoob
devdas
hmm
zara hosh mein aao
paaro paaro mere aagosh mein aao
main paaro nahi chandramukhi hoon
lekin main bada dukhi hoon
devdas
hmm
tune pee li hai zyada
kya kaha aadha
are are mera to hai poori peene ka irada
kyun ki kyun ki kyun ki
peene walon ko peene ka bahaana chahiye
peene walon ko peene ka bahaana chahiye
are peene walon ko peene ka bahaana chahiye
devdas mitwa gaao
chandramukhi ke paas aao
devdas mitwa gaao
chandramukhi ke paas aao
are chandramukhi ho ya paaro
ki fark painda yaaron
chandramukhi ho ya paaro
koi fark nahi hai yaaron
yaaron ko to jeene ka bahaana chahiye
peene walon ko peene ka bahaana chahiye
are peene walon ko peene ka bahaana chahiye
do hafte is ghum mein pee ki
bichhda hai dildar mera
are bichhda hai dildaar meraa
do hafte is khushi mein pee ki
mujhko mila pyaar tera
o paro mujhko mila pyaar tera
peena lekin kam khushi ho ya ghum
are peena lekin kam khushi ho ya ghum
khoob piyenge hum tharra ho ya rum
are khoob piyenge hum tharra ho ya rum
are pee ke maheena yun bitaana chhahiye
peene walon ko peene ka bahaana chahiye
are peene walon ko peene ka bahaana chahiye
tujh ko kasam pyar ki
aise na mujh ko saza de
are aise na mujh ko saza de
khali hai bottle to kya
mujh ko aankho se thodi pila de
mujh ko aankho se thodi pila de
aankho se tu pee
aur aise hi tu jee
meri aankho se tu pee
aur aise hi tu jee
aise hi jiyunga
lekin main piyunga
aise hi jiyunga
lekin main piyunga
kyun ki jeene ka maza to kuchh aana chahiye
peene walon ko peene ka bahaana chahiye
are peene walon ko peene ka bahaana chahiye
bahaana chahiye
This song is from the film Haath Ki Safaai which was released in the year 1974. Direction of the film was done by Prakash Mehra. It is comic number which is picturised on Hema Malini and Randhir Kapoor.
- Chain Se Hum Ko Kabhi Aapne from Pran Jaaye Par Vachan Na Jaaye
- Hey Baby Hey Baby from Aishwarya
- Duniya Mein Rehna Hai To from Haathi Mere Saathi
- Ye Laal Rang Kab Mujhe Chhodega from Prem Nagar
- Ye Nayan Dare Dare from Kohraa
- Pyaar Karna Tere Bas Ki Baat Nahi from Haath Ki Safaai
- Gir Gaya Jhumka Girne Do from Jugnu
- Humse Jo Churaiye Humko Hi from Straight
- Songs of Haath Ki Safai
- Mehbooba Mehbooba Bechaini Tanhaai Mein from Kaashh… Mere Hote
- Yaar Dildaar Tujhe Kaisa Chahiye from Chhaila Babu
- Ghum Ka Fasaana Ban Gaya from Manchali
- Jaane Walon Zara Mud Ke Dekho Mujhe from Dosti
- Paanch Rupaiya Baara Aana from Chalti Ka Naam Gaadi
- Yaaron Meri Behna Ki Shaadi Hai from Mr White Mr Black
No Responses to “Peene Walon Ko Peene Ka Bahaana Chahiye from Haath Ki Safaai”
Please Wait
Leave a Reply