O Mere Raja Waada To Nibhaaya from Johny Mera Naam

Advertisements


Movie : Johny Mera Naam
Singers : Kishore Kumar & Asha Bhonsle
Song : O Mere Raja Waada To Nibhaaya
Lyricist : Indeewar
Actors :  Dev Anand, Pran & Hema Mailini
Music Director : Kalyanji Anandji

oo oo mere raja
oo oo mere raja
khafa na hona
der se aayi
door se aayi
majboori thi phir bhi maine
waada to nibhaaya
waada to nibhaaya

oo meri rani
samajh gaya main
wohi purana
tera bahaana
der se aana aur ye kehna
waada to nibhaaya
waada to nibhaaya

intezaar ke ek ek pal ka badlaa lunga
aisa bhi kya
ye na samajhna aaj bhi aise jaane dunga
aisa bhi kya
kitna sataya pehle uska hisaab do
ankhiyon mein ankhiyaan daal ke jawaab do

bachte bachaate
ho oo
bachate bachaate
chhupte chhupaate
tum kya jaano kaise aayi
waada to nibhaaya
oo oo mere raja
samajh gayaa main
wohi puraana
tera bahaana
der se aana aur ye kehna
waada to nibhaaya
oo oo mere raja

baahon ki in zanjeeron mein yun na jakdo
hum jakdenge
mud jaayegi meri kalayi haath na pakdo
hum pakdenge
chhodo na
nahi
chhodo na
aise to naazuk nahi haath sarkar ke
mauke bhi kabhi kabhi milte hain pyaar ke

pyaar abhi to
ho oo
pyaar abhi to naya naya hai
meri wafa kadar karo ki
waada to nibhaaya
oo oo mere raja
khafa na hona
der se aayi
door se aayi
majboori thi phir bhi maine
waada to nibhaaya
oo oo meri rani

It is a romantic and enjoyble song from the film Johny Mera Naam. A flirty kind of touch is given to the song by the lyricist. This film was released in the year 1970 under the direction of Vijay Anand.


 



No Responses to “O Mere Raja Waada To Nibhaaya from Johny Mera Naam”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.