Mujhe Buddha Mil Gaya from Sangam
Movie : Sangam
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Mujhe Buddha Mil Gaya
Lyricist : Shailendra
Actors : Raj Kapoor, Rajendra Kumar and Vaijayantimala
Music Director : Shankar Jaikishan
main ka karoon raam
mujhe buddha mil gaya
main ka karoon raam
mujhe buddha mil gaya
hoye hoye buddha mil gaya
ho buddha mil gaya
haaye
main kya karoon raam
mujhe buddha mil gaya
sab jo gaye baagh mera
buddha bhi chala gaya
sab jo gaye baagh mera
buddha bhi chala gaya
sab to laaye phool buddha
gobhi le kar aa gaya
sab to laaye phool buddha
gobhi le kar aa gaya
main ho gayi badnaam
mujhe buddha mil gaya
main kya karoon raam
mujhe buddha mil gaya
hoye hoye buddha mil gaya
haaye buddha mil gaya
haaye
main kya karoon raam
mujhe buddha mil gaya
main gudiya haseen meri
morni si chaal hai
main gudiya haseen meri
morni si chaal hai
sar men safed
sar men safed us ke
daada ji sa baal hai
sar men safed us ke
daada ji sa baal hai
kya hoga anjaam
mujhe buddha mil gaya
main kya karoon raam
mujhe buddha mil gaya
hoye hoye buddha mil gaya
haaye buddha mil gaya
main kya karoon raam
mujhe buddha mil gaya
pariyon ke desh mujhe
buddha le ke aa gaya
pariyon ke desh mujhe
buddha le ke aa gaya
maine jo uthaaya ghoonghat
buddha gussa kha gaya
maine jo uthaaya ghoonghat
buddha gussa kha gaya
bigde saare kaam
mujhe buddha mil gaya
haaye kya karoon raam
mujhe buddha mil gaya
hoye hoye buddha mil gaya
haaye buddha mil gaya
haaye
main kya karoon raam
mujhe buddha mil gaya
The song can be said as a kind of comedy number from the film Sangam. This song is in the voice of Lata Mangeshkar and it is picturised on Raj Kapoor and Vaijayantimala.
- Ek Dil Ki Do Dhadkan from Mr White Mr Black
- Mere Man Ki Ganga Aur Tere Man from Sangam
- O Mere Sanam Do Jism Magar from Sangam
- Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi from Buddha Mil Gaya
- Aayo Kahan Se Ghanshyam from Buddha Mil Gaya
- O Mere Sanam O Mere Sanam from Sangam
- Main Buddho Lambo Lambo from Buddha Mil Gaya
- Dost Dost Na Raha from Sangam
- Songs of Buddha Mil Gaya
- Mujhe Allah Ki Kasam from Sanam Bewafa
- O Mehbooba Tere Dil Ke Paas Hi Hai from Sangam
- Hey Ram Re Hare Ram from Road to Sangam
- Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara from Aap Aaye Bahaar Aayi
- Lab Pe Aati Hai Dua Ban Ke from Road to Sangam
- Tere Dwaare Pe Aayi Baraat from Vivah
No Responses to “Mujhe Buddha Mil Gaya from Sangam”
Please Wait
Leave a Reply