Mujhe Allah Ki Kasam from Sanam Bewafa
Movie : Sanam Bewafa
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Mujhe Allah Ki Kasam
Lyricist : Sawan Kumar Tak
Actors : Salman Khan, Chandni, Kanchan, Pran, Danny Denzongpa
Music Directors : Mahesh-Kishore
mujhe allah ki kasam
allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam
allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya
bina eid ke hi chand ka deedar ho gaya
bina eid ke hi chand ka deedar ho gaya
deedar ho gaya tum se pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam
allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam
allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya
bina eid ke hi chand ka deedar ho gaya
bina eid ke hi chand ka deedar ho gaya
deedar ho gaya tum se pyar ho gaya
paaon mein ghungroo baandh kar
naachi hai jawaani
naachi hai jawaani
paaon mein ghungroo baandh kar
naachi hai jawaani
naachi hai jawaani
ulfat ki shuru ho gayi
ek nayi kahaani
ek nayi kahaani
dekho husna phir se ishq par
nisaar ho gaya
dekho husna phir se ishq par
nisaar ho gaya
nisaar ho gaya
tum se pyar ho gaya
jee chaahta hai choom loon
hothon ko tumhare
hothon ko tumhare
jee chaahta hai choom loon
hothon ko tumhare
hothon ko tumhare
ye honth kya hai jism o jaan hain naam tumhare
ye dil deewana aap ka sarkaar ho gaya
ye dil deewana aap ka sarkaar ho gaya
sarkaar ho gaya tum se pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam
allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam
allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya
bina eid ke hi chaand ka deedar ho gaya
mujhe allah ki kasam
allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya ho gaya
mujhe allah ki kasam
allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya ho gaya
mujhe allah ki kasam
allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya ho gaya
mujhe allah ki kasam
allah allah ki kasam
tum se pyar ho gaya ho gaya
It is another love song from the film Sanam Bewafa. This song is in the voice of Lata Mangeshkar. Actress Chandni is in the lead starcast in the film and this was her first hit movie of her career.
- Allah Karam Karna from Sanam Bewafa
- Allah Hoo Allah Allah Hoo from Sikandar
- Aa Paas Aa Sanam from Ankahee
- Masha Allah Subhan Allah from Karzzzz
- Dam Dam Diga Diga Mausam Bheega from Chhaliya
- Ishq Subhan Allah Ishq Subhan Allah from Mere Baap Pehle Aap
- Ya Allah Ya Allah Dil Le Gayi from Ujaala
- Bahut Pyar Karte Hain (male) from Saajan
- Main Tujhe Pukaaroon O Sanam from Sanam
- Allah Haafiz Keh Raha Har Pal from Bhool Bhulaiya
- Songs of Sanam Bewafa
- Phir Tumhaari Yaad Aayi Aye Sanam from Rustam Sohrab
- Jab Tak Khudaayi Rahe from Ahista Ahista
- Insha Allah Insha Allah from Welcome
- Pyaar Karna Tere Bas Ki Baat Nahi from Haath Ki Safaai
No Responses to “Mujhe Allah Ki Kasam from Sanam Bewafa”
Please Wait
Leave a Reply