Mujh Ko Thand Lag Rahi Hai from Main Sundar Hoon

Advertisements


Movie : Main Sundar Hoon
Singers : Asha Bhonsle and Kishore Kumar
Song : Mujh Ko Thand Lag Rahi Hai
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Biswajeet, Leena Chandavarkar, Mehmood
Music Director : Shankar Jaikishan

mujh ko thand lag rahi hai
mujhse door tu na ja
mujh ko thand lag rahi hai
mujhse door tu na ja
na ja na ja
na ja na ja

aag dil mein lagi hai
mere paas tu na aa
aag dil mein lagi hai
mere paas tu na aa
na aa na aa
na aa na aa

mujh ko thand lag rahi hai
mujhse door tu na ja

aag aur paani ka sangam
ho to kya anjaam ho
ho ho aa
ha ho ho
aag aur paani ka sangam
ho to kya anjaam ho
ha ha ha ha ha

naam dono ka zamaane mein
bahut badnaam ho
ha ha ha ha ha
naam dono ka zamaane mein
bahut badnaam ho
ha ha ha ha ha

jo badnami ka dar tha to
phir pyaar kyon kiya
mujh ko thand lag rahi hai
mujhse door tu na ja
na ja na ja
na ja na ja
aag dil mein lagi hai
mere paas tu na aa

door rehna chaahiye
thoda sa mulakaat mein
ha ha ha ha..
door rehna chaahiye
thoda sa mulakaat mein
ha ha ha ha..

kya kaha phir se to kehna
haath lekar haath mein
ho ho ha ha ho..
kya kaha phir se to kehna
haath lekar haath mein
ha ha ha ha..

hosh mein rehne de
madhosh na bana
aag dil mein lagi hai
mere paas tu na aa
na aa na aa
na aa na aa

mujh ko thand lag rahi hai
mujhse door tu na ja
kya karoon hothon pe
is dil ke fasaane aa gaye
ho ho ho ho ho..

kya karoon hothon pe
is dil ke fasaane aa gaye
ha ha ha ha ha..
do mulakaaton mein tujh ko
sau bahaane aa gaye
hey hey hey hey..

do mulakaaton mein tujh ko
sau bahaane aa gaye
hey hey ho ho ho..
log sunte hain saare
ahista ahista
mujhko thand lag rahi hai
mujhse door tu na ja
na ja na ja
na ja na ja

The song is a hit number from the chartbusters of Kishore Kumar and Asha Bhonsle. The song is from the film Main Sunder Hoon which was released in the year 1973. Direction of the film is done by R Krishnan.


 



No Responses to “Mujh Ko Thand Lag Rahi Hai from Main Sundar Hoon”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.