Mere Dil Mein Aaj Kya Hai from Daag - A Poem of Love
Movie : Daag - A Poem of Love
Singers : Kishore Kumar
Song : Mere Dil Mein Aaj Kya Hai
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Actors : Rajesh Khanna, Sharmila Tagore and Rakhee
Music Director : Laxmikant Pyarelal
mere dil mein aaj kya hai
tu kahe to main bata doon
mere dil mein aaj kya hai
tu kahe to main bata doon
teri zulf phir sawaaroon
teri maang phir saja doon
mere dil mein aaj kya hai
tu kahe to main bata doon
mujhe devta bana kar
teri chaahaton ne pooja
mujhe devta bana kar
teri chaahaton ne pooja
mera pyaar keh raha hai
main tujhe khuda bana doon
mera pyaar keh raha hai
main tujhe khuda bana doon
mere dil mein aaj kya hai
tu kahe to main bata doon
koi dhoondhne bhi aaye
to hamein na dhoondh paaye
koi dhoondhne bhi aaye
to hamein na dhoondh paaye
tu mujhe kahi chhupa de
main tujhe kahin chhupa doon
tu mujhe kahin chhupa de
main tujhe kahin chhupa doon
mera pyaar keh raha hai
main tujhe khuda bana doon
mere baazuon mein aakar
tera dard chain paaye
mere baazuon mein aakar
tera dard chain paaye
tere kesuon me chhup kar
main jahaan ke ghum bhula doon
tere kesuon me chhup kar
main jahaan ke ghum bhula doon
teri zulf phir sawaaroon
teri maang phir saja doon
mere dil mein aaj kya hai
tu kahe to main bata doon
This soft number is from the film Daag: A Poem of Love. Film was directed by Yash Chopra and it did a nice business at box office. Singer Kishore Kumar was nominated for giving his voice to this song.
- Songs of Daag: A Poem of Love
- Laaga Chunari Mein Daag Chhupaun Kaise from Dil Hi To Hai
- Daaman Mein Daag Laga Baithe from Dhool Ka Phool
- Laaga Chunari Mein Daag Chhupaaun Kaise from Laaga Chunari Mein Daag
- Yun Hasraton Ke Daag Mohabbat Mein from Adalat
- Songs of Raakhee Gulzar
- Aye Mere Dil Kahin Aur Chal from Daag
- Songs of Ishq Par Zor Nahin
- Ehi Thaiya Motiya Hirayi Gayi Li Raama from Laaga Chunari Mein Daag
- Aaj Mausam Bada Beimaan Hai from Loafer
- Songs Of Tere Payal Mere Geet
- Tumhe Paa Ke Humne Jahaan Paa Liya from Gehra Daag
- Mere Toote Hue Dil Se Koi from Chhalia
- Aaj Unse Pehli Mulakaat Hogi from Paraaya Dhan
- Main Kya Hoon Main Kya Ye from Love Aaj Kal
No Responses to “Mere Dil Mein Aaj Kya Hai from Daag - A Poem of Love”
Please Wait
Leave a Reply