Matlabi Hain Log Yahan Par from Begaana

Advertisements


Movie : Begaana
Singers : Kishore Kumar
Song : Matlabi Hain Log Yahan Par
Lyricist : Anjaan
Actors : Kumar Gaurav, Rati Agnihotri, Arun Bakshi, Mohan Choti
Music Director : Anu Malik

nadaan
nasamajh
pagal dewaana
sab ko apna maana
tune magar ye na jaana

matlabi hain log yahan par
matlabi zamaana
matlabi hain log yahan par
matlabi zamaana

socha saaya saath dega
nikla wo begaana
begaana begaana
apno mein main
begaana begaana

matlabi hain log yaha par
matlabi zamaana
socha saaaya saath dega
nikla wo begaana
begaana begaana
apno mein main
begaana begaana

hmm hmm..
khushiyaan chura ke
guzre wo din
kaante chubha ke
bichhde wo din

aankho se aansoo behne lage
behte hi aansoo kehne lage
ye kya hua ye kyun hua
kaise hua maine na jaana

matlabi hain log yahan par
matlabi zamaana
socha saaaya saath dega
nikla wo begaana
begaana begaana
apno mein main
begaana begaana

zinda hai laashein
murda zameen hai
jeene ke kaabil
duniya nahi hai
duniya ko thokar
kyun na laga doon
khud apni hasti
kyun na mita doon

jee ke yahan
jee bhar gaya
dil ab to marne ka
dhoonde bahaana

matlabi hain log yaha par
matlabi zamaana
socha saaaya saath dega
nikla wo begaana
begana begana

apno mein main begaana
matlabi hain log yaha par
matlabi zamaana
socha saaaya saath dega
nikla wo begaana
begana begana
apno mein main
begaana begaana

This song is a sad number from the film Begaana which was released in the year 1986. This film was directed by Ambrish Sangal. The song is in the voice of Kishore Kumar and is picturised on Kumar Gaurav inĀ  a sad mood.


 



No Responses to “Matlabi Hain Log Yahan Par from Begaana”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.