Mat Poochh Mera Hai Kaun Watan from Mr India

Advertisements


Movie : Mr India
Singers : Mohammad Rafi
Song : Mat Poochh Mera Hai Kaun Watan
Lyricist : Anjaan
Actors : Geeta Bali, I S Johar, Kamaljit
Music Directors : G S Kohli

mat poochh mera
hai kaun watan
mat poochh mera
hai kaun watan
aur main kahaan ka hoon
saara jahaan hai mera
main saare jahaan ka hoon

mat poochh mera
hai kaun watan
aur main kahaan ka hoon
saara jahaan hai mera
main saare jahaan ka hoon
mat poochh mera
hai kaun watan

main cheen mein hoon cheeni
japan mein japani
london mein hoon angrez
india mein hindustani

main jis ghadi
jahaan bhi hoon
samjho wahaan ka hoon

saara jahaan hai mera
main saare jahaan ka hoon
mat poochh mera
hai kaun watan

saathi hoon main sabhi ka
dushman nahi kisi ka
mere liye barabar ho
roos ya america

auron ke lut jaaye jo
us caarvan ka hoon
saara jahaan hai mera
main saare jahaan ka hoon
mat poochh mera
hai kaun watan

main pyaar ka hoon jaadu
jo sar pe chadh ke bole
ik phoonk se uda doon
sau atomo ke gole

kismat jo badal de duniya ki
us aasmaan ka hoon
saara jahaan hai mera
main saare jahaan ka hoon

mat poochh mera
hai kaun watan
aur main kahaan ka hoon
saara jahaan hai mera
main saare jahaan ka hoon
mat poochh mera
hai kaun watan
la..la..
la..la..

This song is good philosophical number from the film Mr India which was released in the year 1961. Direction of this film was done by G P Sippy and lead roles in the film were played by Geeta Bali and I S Johar.


 



No Responses to “Mat Poochh Mera Hai Kaun Watan from Mr India”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.