Maine To Maanga Tha Saheli Jaisa from U Me Aur Hum

Advertisements


Movie : U Me Aur Hum
Singers : Sunidhi Chauhan
Song : Maine To Maanga Tha Saheli Jaisa
Lyricist : Munna Dhiman
Actors : Ajay Devgan, Kajol Devgan and Divya Dutta
Music Director : Vishal Bharadwaj

na na na na..
na na na na..
na na na na..
na na na na..

ho maine to maanga tha
saheli jaisa saiyaan
ho maine to maanga tha
saheli jaisa saiyaan

mua palle pada
paheli jaisa saiyaan
paheli jaisa saiyaan
paheli jaisa saiyaan

bhoola bhoola sa rehta hai
jhoola jhoola sa rehta hai
nayi dilli main
bareli jaisa saiyaan
bareli jaisa saiyaan
bareli jaisa saiyaan
ho maine to maanga tha
na na na na..
na na na na..
na na na na..
na na na na..

saara din afwahon sa
udta firta hai gali gali
gali gali mora saiyaan
ho.. aake ghar angeethi sa
baatein karta hai jali jali
jala jala mora saiyaan

baawre ne hi bawari kiya
haaye maine kya panga le liya
joona bhooton ki haveli jaisa saiyaan
haveli jaisa saiyaan
bareli jaisa saiyaan
haan maine to maanga tha
saheli jaisa saiyaan

ho uthte hi akhbar pe
toot padta hai subah subah
bhookha sa mora saiyaan
biwi se jyada to ye
TV se hai juda juda
chipku sa mora saiyaan

baawre ne hi bawari kiya
kaise na bhala jale ye jiya
man jhele na jo daily aisa saiyaan
jo daily aisa saiyaan
jo daily aisa saiyaan

bhoola bhoola sa rehta hai
jhoola jhoola sa rehta hai
nayi dilli main
bareli jaisa saiyaan
bareli jaisa saiyaan
bareli jaisa saiyaan
paheli jaisa saiyaan
maine to maanga tha
saheli jaisa saiyaan

The song is a flirty track from the film U Me Aur Hum. In this number, lyricist put some lovely flirt comments that is performed by Kajol to Ajay Devgan.


 



No Responses to “Maine To Maanga Tha Saheli Jaisa from U Me Aur Hum”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.