Main Gareebon Ka Dil Hoon from Aab e Hayaat

Advertisements


Movie : Aab e Hayaat
Singers : Hemant Kumar
Song : Main Gareebon Ka Dil Hoon
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Actors : Premnath, Shashikala, Ameeta, Pran
Music Director : Sardar Malik

ha ha ha ha..
ha ha ha ha..
aa aa..
main gareebon ka dil hoon
watan ki zabaan
main gareebon ka dil hoon
watan ki zabaan

bekason ke liye
pyaar ka aasmaan
bekason ke liye
pyaar ka aasmaan

main gareebon ka dil hoon
watan ki zabaan
ha ha ha ha..
ha ha ha ha..

main jo gaata chalun
saath mehfil chale
saath mehfil chale
saath mehfil chale

main jo badhta chalun
saath manzil chale
saath manzil chale
saath manzil chale

mujhe raahe dikhaati
chale bijliyaan
mujhe raahe dikhaati
chale bijliyaan

main gareebon ka dil hoon
watan ki zabaan
main gareebon ka dil hoon
watan ki zabaan

husn bhi dekh kar
mujh ko hairaan hai
dekho hairaan hai
dekho hairaan hai

ishq ko mujh se
milne ka armaan hai
dekho armaan hai
dekho armaan hai

apni duniya ka hoon main
haseen naujawaan
apni duniya ka hoon main
haseen naujawaan

main gareebon ka dil hoon
watan ki zabaan
main gareebon ka dil hoon
watan ki zabaan

caravan zindgani ka
rukta nahi haan ji
rukta nahi
haan ji rukta nahi

badshaahon ke aage
main jhukta nahi
haan ji jhukta nahi
main to jhukta nahi

chand taaron se aage
mera aashiyaan
chand taaron se aage
mera aashiyaan

main gareebon ka dil hoon
watan ki zabaan
main gareebon ka dil hoon
watan ki zabaan

tu gareebon ka dil hai
watan ki zabaan
tu gareebon ka dil hai
watan ki zabaan

bekason ke liye
pyaar ka aasmaan
bekason ke liye
pyaar ka aasmaan

tu gareebon ka dil hai
watan ki zabaan
tu gareebon ka dil hai
watan ki zabaan
ha ha ha ha..

This song is a soft number from the film Aabe Hayat. This film was directed by Ramanlal Desai in the year 1955. Lead characters in the film are Premnath, Shashikala and Pran.


 



No Responses to “Main Gareebon Ka Dil Hoon from Aab e Hayaat”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.