Main Buddho Lambo Lambo from Buddha Mil Gaya
Movie : Buddha Mil Gaya
Singers : Lata Mangeshkar and Manna Dey
Song : Main Buddho Lambo Lambo
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Navin Nischol, Archana, Deven Verma
Music Directors : R D Burman
main buddho lambo lambo
main jadoo waala
jo rota aaye hasta jaaye
pee kar mera pyaala
oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala
oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
jaane mujhe kya hai jiya khoti hoon
ghadi ghadi hasti hoon roti hoon
kabhi agar baithe baithe neend aayi
khuli khuli aanknon se main soti hoon
ye ghabraaun
ho na jaaun kahin main baawariya
kahin ho na jaaun main baawariya
oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
koi bhi na samjhe meri baaton ko
keh nahi paati main barsaaton ko
chamak chamak jaaye bijuriya
pade pade darti hoon main raaton ko
ye ghabraaun ho na jaaun
ye ghabraaun ho na jaaun
kahin main baawariya
oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
kahin bhi jab chalti hoon main gori re
lage koi aaya chori chori re
palat ke jab dekhun to phir koi na
taras taras jaaye chunar mori re
ye ghabraaun ho na jaun
ye ghabraaun ho na jaun
kahin main baawariya
oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala
oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
tum sab ka hai rog ek sa
o meri shehzaadi
accha achha dulha dhoondho
aur kar daalo shaadi
kehna hai aasaan magar
aisa ladka nahi milta
jeevan ka jo bane sahaara
chain bane jo dil ka
gore tan ka tera dulha
hoga chauda chakla
us ke sar par chaand dikhega
yaani hoga takla
baccha jaise dulha hoga tera jaani
ek nikamma nakaara likha hai
bhaag mein tere
ek nikamma nakaara likha hai
bhaag mein tere
baitha khaali pyaar karega
tujh ko shaam sabere
It is a good enjoyble number from the film Buddha Mil Gaya which was released in the year 1971. A nice comic touch is given the song by the lyricist Majrooh Sultanpuri. Voice for this song is given by Lata Mangeshkar and Manna Dey.
- Mujhe Buddha Mil Gaya from Sangam
- Aayo Kahan Se Ghanshyam from Buddha Mil Gaya
- Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi from Buddha Mil Gaya
- Songs of Buddha Mil Gaya
- Maza Aa Gaya Re Maza Aa Gaya from Victory
- Un Se Pyaar Ho Gaya from Baadal
- Sanu guzra zamana yaad from Kajraare
- Kar Gaya Mujhpe Jaadu Saawariya from Basant Bahar
- Main Zindagi Ka Saath Nibhaata Chala Gaya from Hum Dono
- Aankho Hi Aankho Mein Ishara Ho Gaya from CID
- Tumse Milke Hua Mujhpe Kaisa Asar from 42 Kms
- Tum Jo Mil Gaye Ho from Hanste Zakhm
- Purza Purza Khil Gaya from Life Partner
- Bachna Aye Haseeno Lo Main Aa Gaya from Hum Kisi Se Kam Nahi
- Dulha Mil Gaya Dulha Mil Gaya from Dulha Mil Gaya
No Responses to “Main Buddho Lambo Lambo from Buddha Mil Gaya”
Please Wait
Leave a Reply