Maan Gaye Mughal E Azam from Maan Gaye Mughal E Azam

Advertisements


Movie : Maan Gaye Mughal E Azam
Singers : Shaan, Mahalaxmi, Anushka Manchanda, Ishq Bector
Song : Maan Gaye Mughal E Azam
Lyricist : Sanjay Chhel
Actors : Rahul Bose, Mallika Sherawat, Paresh Rawal, Kay Kay Menon
Music Director : Anu Malik

maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda

maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda
oo..oo..

main to kali ka main to kali ka
deewana main yaar
main to kali pe main to kali pe
apna dil gaya haar

main to kali se main to kali se
karna chaahu ikraar
chaahe chunwa do chaahe chunwa do
lambi lambi deewaar

oo..
maan gaye mughal e azam
ishq mein dooba ye aalam
maan gaye mughal e azam
ishq mein dooba ye aalam

jab what
jab cum on
jab chal na
jab kab
jab pyar kiya to darna kya
jab jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya koi chori nahi ki

maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda

pyar kiya koi chori nahi ki
chhup chhup life mein jeena kya

jab tu
jab main
jab hum
jab pyar kiya to darna kya
jab pyar kiya to darna kya

maan gaye mughal e azam
ishq mein dooba ye aalam
maan gaye mughal e azam
ishq mein dooba ye aalam

prem nagar ka prince hoon main aur
tu hai rathkasaa
maine tujh ko tune mujh ko
naino mein phasa
jab kya
jab waah
jab aah
jab jaa

teer chale talwar chale ya roke baadshaah
apna pyar masha allah kiski hai parwaah
ishq ka ye asar
chakh le o bekhabar
chakh le o bekhabar

teer chale talwar chale ya roke baadshaah
apna pyar masha allah kiski hai parwaah
pyar kiya koi chori nahi ki
chhup chhup life mein jeena kya

jab so wat
jab who cares
jab aa haan

jab pyar kiya to darna kya
jab pyar kiya to darna kya
maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda

shehzaada main cool cool tu sexy anarkali
apna charcha shehar shehar
aur gossip gali gali
jab me
jab you
jab true
jab

zanjeerein deewaarein pehre always lagti rahe
we don’t care keh kar paagal premi milte rahe
ishq ka ye nasha
har taraf har disha
har taraf har disha

zanjeerein deewaarein pehre always lagti rahe
we don’t care keh kar paagal premi milte rahe

pyar kiya koi chori nahi ki
maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda
pyar kiya koi chori nahi ki
chhup chhup life mein jeena kya

jab tan
jab man
jab done
jab pyar kiya to darna kya
jab pyar kiya to darna kya

maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda
pyar kiya koi chori nahi ki
oo..oo..

mughal e mughal e mughal e azam
maan gaye mughal e azam
mughal e mughl e mughal e azam
maan gaye mughal e azam

It is the title song from the film Maan Gaye Mughal e Azam. The song is composed with some fast beats in it. Some fast vocals by Ishq Bector also made the song too attractive.


 



No Responses to “Maan Gaye Mughal E Azam from Maan Gaye Mughal E Azam”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.