Lambi Judai Char Dino Ka from Jannat

Advertisements


Movie : Jannat
Singers : Kamran Ahmed
Song : Lambi Judai Char Dino Ka
Lyricist : Kamran Ahmed
Actors : Emraan Hashmi, Sonal Chauhan
Music : Pritam Chakraborty

char dino ka pyar ho rabba
lambi judai lambi judai
char dino ka pyaar ho rabba
lambi judai lambi judai

tere bin dil mera laage kahin na
tere bin jaan meri jaaye kahin na
kitne zamane bad o rabba
yaad tu aaya yaad tu aaya

khoya raha main saanso mein apne
aahat bhi teri bhool gaya hoon
kitna jiya hoon tanha raha hoon
ishq tera bhool gaya hun

khoya raha main saanso mein apne
aahat bhi teri bhool gaya hoon
kitna jiya hoon tanha raha hoon
ishq tera bhool gaya hun

uljha raha main is zindagi mein
dil ki duhai dil ki duhai
tere bin dil mera laage kahin na
tere bin jaan meri jaaye kahin na
kitne zamane bad o rabba
yaad tu aaya, yaad tu aaya

har bebsi mein is zindagi mein
tujh ko hi chaaha tujh ko hi maanga
jin raaston se guzra ye dil tha
manzil mili na pyar na paaya

har bebsi mein is zindagi mein
tujh ko hi chaaha tujh ko hi maanga
jin raaston se guzra ye dil tha
manzil mili na pyar na paaya

khud ko chhupa ke raahon se guzre
dil ko sambhale dil ko sambhale

tere bin dil mera laage kahin na
tere bin jaan meri jaaye kahin na
kitne zamane bad o rabba
yaad tu aaya yaad tu aaya

This song is from film Jannat and it is a remake of song ‘Lambi Judai’ from the movie HERO. The song is modified in terms of its

rhythem and tone. ‘Lambi Judai’ is sung by Kamran Ahmed and it became a very hit song.


 



No Responses to “Lambi Judai Char Dino Ka from Jannat”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.