Koi Matwaala Aaya Mere Dwaare from Love in Tokyo

Advertisements


Movie : Love in Tokyo
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Koi Matwaala Aaya Mere Dwaare
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Actors : Joy Mukherjee, Asha Parekh, Mehmood
Music Directors : Shankar Jaikishan

aa..aa..
koi matwaala
aaya mere dwaare
koi matwaala
aaya mere dwaare

ankhiyon se kar gaya
ajab ishaare
ankhiyon se kar gaya
ajab ishaare

koi matwaala
aaya mere dwaare
koi matwaala
aaya mere dwaare

jab se gaya hai
bhola bachpan
naina chanchal
natkhat hai man

ab nahi kuchh bhi
bas mein hamaare
ab nahi kuchh bhi
bas mein hamaare

oo..oo..

aa..aa..
koi matwaala
aaya mere dwaare
koi matwaala
aaya mere dwaare

ankhiyon se kar gaya
ajab ishaare
ankhiyon se kar gaya
ajab ishaare

koi matwaala
aaya mere dwaare

raat raat bhar
neend na aaye
bin chaahe wo
yaad aa jaaye

kaatun ratiyaan
gin gin taare
kaatun ratiyaan
gin gin taare

aa..aa..

koi matwaala
aaya mere dwaare
koi matwaala
aaya mere dwaare

ankhiyon se kar gaya
ajab ishaare
ankhiyon se kar gaya
ajab ishaare

koi matwaala
aaya mere dwaare
koi matwaala
aaya mere dwaare

This song is a classical number from the film Love in Tokyo. Voice for this track is given by Lata Mangeshkar and its picturisation is shown on Asha Parekh dancing in a television show.


 



No Responses to “Koi Matwaala Aaya Mere Dwaare from Love in Tokyo”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.