Kiya Kiya Re Karam from Welcome
Movie : Welcome
Singers : Anand Raj Anand, Shweta Pandit
Song : Kiya Kiya Re Karam
Lyricist : Anand Raj Anand
Actors : Akshay Kumar, Anil Kapoor, Nana Patekar, Mallika Sherawat, Katrina Kaif, Paresh Rawal, Feroz Khan
Music Director : Anand Raj Anand
hosh uda deta hai mera
noor e mujassim aisa tera
tera sarrafa aisa hai humdum
tera sarrafa aisa hai humdum
jaise chamke
dhoop mein shabnam
jabse hum hain tumse mile kasam
hum rahe nahi rahe hum
o kiya kiya
kya kiya
kya kiya re karam
o kiya kiya
kya kiya
kya kiya re karam
chehre pe tere hai roshan savera
zulfon mein teri hai dilkash andhera
jaan e jaan lo
meri jaan
main tujhpe jaan de doon
dil kya cheez hai
dil ke saare armaan vaar de doon
chehre pe tere hai roshan savera
zulfon mein teri hai dilkash andhera
meri nazar mein to aisa hai jaadu
rab jaane mera sachi aur main hi jaanu
kya keh diya hai tumne ye jaanam
kya keh diya hai tumne ye jaanam
o jabse hum hain tumse mile kasam
hum rahe nahi rahe hum
o kiya kiya
kya kiya
kya kiya re karam
o kiya kiya
kya kiya
kya kiya re karam
u r my love
u r my life
i can’t go without u by my side
u r belong
teri adaayein hamein bekhud banaaye
jaadu chalaaye koi jaadu chalaaye
dil ki baat
mere dil ki baat
jo tumne jaan lee hai
tumko kya khabar
tumne jaan meri
meri jaan lee hai
teri adaayein hamein bekhud banaaye
jaadu chalaaye koi
jaadu chalaaye
meri khayalon mein din raat ho tum
meri wafa ho
mera saath ho tum
kya keh diya hai tumne ye jaanam
kya keh diya hai tumne ye jaanam
o jabse hum hain tumse mile kasam
hum rahe nahi rahe hum
o kiya kiya
kya kiya
kya kiya re karam
o kiya kiya
kya kiya
kya kiya re karam
tera sarrafa aisa hai humdum
tera sarrafa aisa hai humdum
jaise chamke
dhoop mein shabnam
jabse hum hain tumse mile kasam
hum rahe nahi rahe hum
o kiya kiya
kya kiya
kya kiya re karam
o kiya kiya
kya kiya
kya kiya re karam
This is an enjoyble song of the film and big hit song also. Anand Raj Anand is the Music Director as well as the singer and lyricist of this song. It can be said as a dancing number in which people can see Nana Patekar and Anil Kapoor dancing with Mallika.
- Allah Karam Karna from Sanam Bewafa
- Maine Pyaar Kiya Pyaar Kiya from Maine Pyar Kiya
- Falsafa Pyaar Ka Tum Jaano from Duniya
- Crazy Kiya Re Ho Crazy from Dhoom 2
- Aayi Ab Munni Ki Baari from Welcome to Sajjanpur
- Ishq Kiya Kiya Ishq Piya Piya from Anthony Kaun Hai
- Dil Na Liya Dil Na Diya from Krrish
- Piya Tune Kya Kiya Re from Zindagi Zindagi
- Pyaar Kiya Nahi Jaata from Mera Vachan Geeta Ki Kasam
- Dil Ne Pyaar Kiya Hai from Shararat
- Tune Loot Liya Loot Liya Re from Sunday
- Jo vaada kiya wo nibhaana padega from Taj Mahal
- Sab Kuchh Luta Ke Hosh Mein from Ek Saal
- Dil Ne Phir Yaad Kiya from Dil Ne Phir Yaad Kiya
- Pyaar Kiya To Darna Kya from Mughal e Azam
No Responses to “Kiya Kiya Re Karam from Welcome”
Please Wait
Leave a Reply