Kitna Badal Gaya Insaan from Nastik
Movie : Nastik
Singers : Pradeep
Song : Kitna Badal Gaya Insaan
Lyricist : Pradeep
Actors : Ajit, Leela Mishra, Nalini Jaywant, Raj Mehra, Ulhas
Music Director : C Ramchandra
dekh tere sansaar ki haalat
kya ho gayi bhagwaan
dekh tere sansaar ki haalat
kya ho gayi bhagwaan
kitna badal gaya insaan
kitna badal gaya insaan
sooraj na badla
chaand na badla
na badla re aasmaan
kitna badal gaya insaan
kitna badal gaya insaan
aaya samay bada bedhanga
aaj aadmi bana lafanga
kahin pe jhagda kahin pe danga
naach raha nar ho kar nanga
chhal aur kapat ke haathon apna
bech raha imaan
kitna badal gaya insaan
kitna badal gaya insaan
dekh tere sansaar ki haalat
kya ho gayi bhagwaan
kitna badal gaya insaan
kitna badal gaya insaan
ram ke bhakt rahim ke bande
rachte aaj fareb ke fande
ram ke bhakt rahim ke bande
rachte aaj fareb ke fande
kitne ye makkaar ye andhe
dekh liye inke bhi dhandhe
inhi ki kaali kartooto se
hua ye mulk mashaan
kitna badal gaya insaan
kitna badal gaya insaan
dekh tere sansaar ki haalat
kya ho gayi bhagwaan
kitna badal gaya insaan
kitna badal gaya insaan
jo hum aapas mein na jhagadte
bane hue kyun khel bigadte
kaahe laakhon ghar ye ujadte
kyun ye bachche maa se bichhadte
phoot phoot kar kyun rote
pyaare baapu ke pran
kitna badal gaya insaan
kitna badal gaya insaan
dekh tere sansaar ki haalat
kya ho gayi bhagwaan
kitna badal gaya insaan
kitna badal gaya insaan
The song is a soft number from the film Nastik. The film was released in 1954 by I S Johar. Song is in the voice of Pradeep who is also the lyricist of this song.
- Kitna Maza Aa Raha Hai from Raja Jani
- Tu Hindu Banega Na Musalmaan Banega from Dhool Ka Phool
- Aaina Wohi Rehta Hai from Shalimar
- Aye Dil Mujhe Bata De from Bhai Bhai
- Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai from Saajan
- Chehra Kya Dekhte Ho Dil Mein from Salaami
- Ek Haqeeqat Tum Lagte Ho from Shaabash! You Can Do It
- Hum Bhi Insaan Hain songs
- Un Se Pyaar Ho Gaya from Baadal
- Jab Badal Lehraaya Jiya Jhoom Jhoom from Chhoomantar
- Apni Khoyi Hui Pehechan Kahan Se from Mohandas
- Na Main Bhagwan Hoon from Mother India
- Itni Badi Duniya Jahaan from Toofan Mein Pyar Kahan
- Mitti Se Khelte Ho Baar Baar from Patita
- Hamein Tumse Pyar Kitna from Kudrat
No Responses to “Kitna Badal Gaya Insaan from Nastik”
Please Wait
Leave a Reply