Khuli Palak Mein Jhootha Gussa from Professor
Movie : Professor
Singers : Mohammad Rafi
Song : Khuli Palak Mein Jhootha Gussa
Lyricist : Shailendra
Actors : Shammi Kapoor, Kalpana, Iftekhar, Lalita Pawar
Music Director : Shankar Jaikishan
zara thehro zara thehro
sada mere dil ki zara sunte jao
khuli palak mein jhootha gussa
band palak mein pyaar
jeena bhi mushkil
marna bhi mushkil
aankho mein ikraar ki jhalki
hothon pe inkaar
jeena bhi mushkil
marna bhi mushkil
jis din se dekha tumko
tum lage mujhe apne se
aur aake rahe aankho mein haaye
aur aake rahe aankho mein
ik manchaahe sapne se
samajh na aaye kya jeeta main
aur gaya kya haar
jeena bhi mushkil
marna bhi mushkil
khuli palak mein jhootha gussa
band palak mein pyaar
jeena bhi mushkil
marna bhi mushkil
tum pyaar chhupa ke haare
main pyaar jata ke haara
ab to saari duniya pe hoye
ab to saari duniya pe
zaahir hai haal hamaara
pahunch ke is manzil pe
lautna ab to hai dushwaar
jeena bhi mushkil
marna bhi mushkil
khuli palak mein jhootha gussa
band palak mein pyaar
jeena bhi mushkil
marna bhi mushkil
ise meri baat na samjho
kya banta hai baat bana ke
kuchh kehna tha mera dil ka hoye
kuchh kehna tha mera dil ka
jaata hoon wahi dohra ke
na ho yakeen to padh kar dekho
aankho me ik baar
jeena bhi mushkil
marna bhi mushkil
khuli palak mein jhootha gussa
band palak mein pyaar
jeena bhi mushkil
marna bhi mushkil
aankho mein ikraar ki jhalki
hothon pe inkaar
jeena bhi mushkil
hoye marna bhi mushkil
jeena bhi mushkil
marna bhi mushkil
It is a romantic number of the 1962 film Professor. The song is picturised on the lead actors of the film Shammi Kapoor and Kalpana. Film did a nice business at the box office.
- Dil Ko Dekho Chehra Na Dekho from Sacha Jhootha
- Chale Bhi Aao Tumhe Kasam Hai from Ek Saal
- Songs of Professor
- Zara Nazron Se Keh Do Jee from Bees Saal Baad
- Teri Neeyat Kharaab Hai from Teen Patti
- Gussa Itna Haseen Hai To from Maryada
- April Fool Banaya To Unko Gussa Aaya from April Fool
- Yoon Na Hamen Dekhiye from Jantar Mantar
- Daadi Amma Daadi Amma Maan Jao from Gharana
- Kar Le Pyaar Kar Le from Sacha Jhootha
- Ruk Jaana O Jaana Humse Do Baatein from Warrant
- Meri Pyari Behaniya Banegi Dulhaniya from Sachcha Jhootha
- Tu Mere Saamne Hai Teri Zulfen from Suhagan
- Tu Mere Paas Hai So Right from Roadside Romeo
- Mudi Mudi Main Ittefaaq Se from Paa
No Responses to “Khuli Palak Mein Jhootha Gussa from Professor”
Please Wait
Leave a Reply