Khaike Paan Banaaras Wala from Don
Movie : Don
Singers : Kishore Kumar
Song : Khaike Paan Banaaras Wala
Lyricist : Anjaan
Actors : Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Helen, Pran, Om Shiv Puri
Music Director : Kalayanji Anandji
arre bhang ka rang jama ho chaka chak
phir lo paan chabaaye
arre aisa jhatka lage jiya pe
punar janam hoi jaaye
o khaike paan banaaras wala
o khaike paan banaaras wala
khul jaaye band akal ka taala
o khaike paan banaaras wala
khul jaaye band akal ka taala
phir to aisa kare dhamaal
seedhi kar de sab ki chaal
o chhora ganga kinaare wala
o chhora ganga kinaare wala
o khaike paan banaaras wala
khul jaaye band akal ka taala
arre ram duhayi
kaise chakkar mein pad gaya
haaye haaye haaye
kahaan jaan fansaayi
main to sooli pe chadh gaya
haaye haaye
kaisa seedha saada
main kaisa bhola bhaala
haan haan..
arre kaisa seedha saada
main kaisa bhola bhaala
jaane kaun ghadi mein pad gaya
padhe likhon se paala
meethi chhuri se
meethi chhuri se hua halaal
chhora ganga kinaare wala
o chhora ganga kinaare wala
o khaike paan banaaras wala
khul jaaye band akal ka tala
ek kanya kunwaari
humri soorat pe mar gayi
haaye haaye haaye..
ek meethi kataari
humre dil mein utar gayi
haaye haaye..
kaisi gori gori
wo teekhi teekhi chhori
waah waah..
arre kaisi gori gori
wo teekhi teekhi chhori
kar ke jora jori
kar gayi humre dil ki chori
mili chhori to
mili chhori to hua nihaal
chhora ganga kinaare wala
o chhora ganga kinaare wala
o khaike paan banaaras wala
khul jaaye band akal ka tala
o khaike paan banaaras wala
khul jaaye band akal ka tala
phir to aisa kare dhamaal
seedhi kar de sab ki chaal
o chhora ganga kinaare wala
o chhora ganga kinaare wala
o chhora ganga kinaare wala
This song is a hit number of Amitabh Bachchan’s film career. The song is from the film Don and is in the voice of Kishore Kumar. It is a very popular number and is also picturised on Zeenat Aman. This song is later remade in Don - The Chase Begins Again starring Shahrukh Khan.
- Khaike Paan Banaras Waala from Don - The Chase Begins Again
- Eent Ki Dukki Paan Ka Ikka from Howrah Bridge
- Songs of Don-The Chase Begins Again
- Songs of Don
- Mere Angne Mein Tumhara Kya Kaam Hai Lawaaris
- Hit songs of Don
- Aaj Mausam Bada Beimaan Hai from Loafer
- Badan Pe Sitaare Lapete Hue from Prince
- Top bollywood songs of Amitabh Bachchan
- Maa Da Laadla Vigad Gaya from Dostana
- Har Nazar Chaahe Mujhe Sania Badnaam from Apna Sapna Money Money
- Apalam Chapalam Chap Laayi Re from Azaad
- Songs of Ab Ke Baras
- Angrezi Mein Kehte Hain from Khuddar
- Songs of Nana Patekar
No Responses to “Khaike Paan Banaaras Wala from Don”
Please Wait
Leave a Reply