Kahin Pe Nigaahen Kahin Pe Nishaana from C I D

Advertisements


Movie : C I D
Singers : Shamshad Begum
Song : Kahin Pe Nigaahen Kahin Pe Nishaana
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Dev Anand, Shakila, Johnny Walker
Music Director : O P Nayyar

kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana
kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana
jeene do zaalim
banaao na deewana

kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana
kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana

koi na jaane
iraade hain kidhar ke
koi na jaane
iraade hain kidhar ke

maar na dena teer nazar ka
kisi ke jigar mein
maar na dena teer nazar ka
kisi ke jigar mein
naazuk ye dil hai
bachana o bachana

kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana
kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana

tauba ji tauba
nigaahon ka machalna
tauba ji tauba
nigaahon ka machalna

dekhbhaal ke aye dil waalon
pehloo badalna
dekhbhaal ke aye dil waalon
pehloo badalna
aakhir ada ki
ada hai mastaana

kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana
kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana

zakhmi hain tere
jaaye to kahan jaaye
zakhmi hain tere
jaaye to kahan jaaye

tere teer ke maare hue
dete hain sadaayen
tere teer ke maare hue
dete hain sadaayen
kar do ji ghaayal
tumhara hai zamaana

kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana
kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana

aaya shikaari aye
panchhi tu sambhal ja
aaya shikaari aye
panchhi tu sambhal ja

ek jal hai zulfon ka
tu chup ke se nikal ja
ek jal hai zulfon ka
tu chup ke se nikal ja
ud ja aye panchhi
shikaari hai deewana

kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana
kahin pe nigaahen
kahin pe nishaana

The song is a famous hit number from the film C I D. This song is directed by Raj Khosla in the year 1956. Voice for this song is given by Shamshad Begum and it is picturised on Waheeda Rehman dancing in a Cabaret.


 



No Responses to “Kahin Pe Nigaahen Kahin Pe Nishaana from C I D”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.