Kaari Badariya Maare Lehariya from Aadmi

Advertisements


Movie : Aadmi
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Kaari Badariya Maare Lehariya
Lyricist : Shakeel Badayuni
Actors : Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Manoj Kumar
Music Director : Naushad Ali

aa..aa..ho
aa kaari badariya maare lehariya
mora jiyara uda jaaye re
kaari badariya maare lehariya
mora jiyara uda jaaye re

dheere se chal ari bairi pawan
mora gora badan khula jaaye re
haaye rama mora jiyara uda jaaye re

bheega bheega mausam ye
bheega bheega mausam
ye din albele ye din albele
jiya nahi laage saawan mein akele
jiya nahi laage saawan mein akele

pee ki pukaar kare paapi papeeha
more dil ko bedardi jalaaye re
kaari badariya maare laheriya
mora gora badan khula jaaye re
haaye rama mora jiyara uda jaaye re

kali kali bhanwra jo dolan laage
kali kali bhanwra jo dolan laage
meethi meethi peeda karjawa mein jaage
ho ho..
meethi meethi peeda karjawa mein jaage

manwa ko thaam yahi sochun main raam
koi mori nagariya bataaye re

kaari badariya maare lehariya
mora gora badan khula jaaye re
haaye rama mora jiyara uda jaaye re

piya bin pheeki re piya bin pheeki
ye saj dhaj mori
ye saj dhaj mori
it ut bhatke jawaani nigodi
it ut bhatke jawaani nigodi

chadhti umar liye
jaaye udhar jahaan
raaton ko nindiya na aaye re
haaye haaye

kaari badariya maare lehariya
mora jiyara uda jaaye re

hey dheere se chal ari bairi pawan
mora gora badan khula jaaye re
haaye rama mora jiyara uda jaaye re

The song is a very sweet number from the film Aadmi. This song is in the beautiful voice of Lata Mangeshkar and is picturised on Waheeda Rehmaan. A very beautiful location is picturised in this song.


 



No Responses to “Kaari Badariya Maare Lehariya from Aadmi”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.