Jab Kabhi Main Kho Jaaun from 36 China Town
Movie : 36 China Town
Singers : Kunal Ganjawala & Alka Yagnik
Song : Jab Kabhi Main Kho Jaaun
Lyricist : Sameer
Actors : Shahid Kapoor, Kareena Kapoor, Akshay Khanna, Paresh Rawal, Upen Patel, Payal Rohtagi, Isha Koppikar
Music Directors : Himesh Reshammiya
jab kabhi
main kho jaaun
to mujhe dhoond loge na
jab kabhi
main tanha rahun
mera saath doge na
jab kabhi
mere behke kadam
tum thaam loge na
jab kabhi main kho jaaun
to mujhe dhoond loge na
jab kabhi main tanha rahun
mera saath doge na
jab kabhi meri mushkil ho dagar
tum sang chaloge na
jab kabhi mere behke kadam
tum thaam loge na
jab kabhi de aawaz dil
tum sun loge na
jab kabhi toote khwaab
to tum bun loge na
jab kabhi mujhse ho khata
mujhe baksh doge na
jab kabhi meri nam ho nazar
tum pyar doge na
jab kabhi hum na aaye sanam
tum baant loge na
ha jab kabhi mere aansoo bahen
unhe pochh loge na
yeah jab kabhi umra dhal jaayegi
mujhe yoon hi chaahoge na
lo kasam kuchh bhi ho sanam
tum door jaaoge na
lo kasam kuchh bhi ho sanam
tum door jaaoge na
tum hi meri jaan ho
tum hi armaan ho
tum hi dhadkano mein ho sanam
dil ka ye iraada hai
tumse mera vaada hain
jeena marna tere sang hai sanam
jeena marna tere sang hai sanam
This song is a soft romantic number from the film 36 China Town. The song is in the voice of Kunal Ganjawala and a little part of the song is also sung by Alka Yagnik. Tanushree Dutta made a cameo appreance with Shahid Kapoor in this song.
- Hit songs of 36 China Town
- Aa Aa Aashiqui Mein Teri from 36 China Town
- Chandni Chowk to China from Chandi Chowk To China
- Main Gaaun Tum So Jao from Brahmachari
- Lut Jaaun Lut Jaaun Lut Jaaun from Karzzzz
- O Girl You Are Mine from Housefull
- Twenty Four Seven I Think Of You from 36 China Town
- Doori Na Rahe Koi Aaj Itne Kareeb Aao from Kartavya
- Chandi Chowk To China - 2 from Chandi Chowk To China
- Mujhe Tujh Mein Badi Dilchaspi Hai from 36 China Town
- Main Buddho Lambo Lambo from Buddha Mil Gaya
- So Jaaun Main Magar from Wo Lamhe
- Meri Patli Kamar Lambe Baal Re from Mere Lal
- Songs of China Town
- Mujhe Apna Yaar Bana Lo from Boy Friend
No Responses to “Jab Kabhi Main Kho Jaaun from 36 China Town”
Please Wait
Leave a Reply