Jab Hum Jawaan Honge Jaane Kahaan Honge from Betaab
Movie : Beetab
Singers : Shabbir Kumar, Lata Mangeshkar
Song : Jab Hum Jawaan Honge Jaane Kahaan Honge
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Sunny Deol, Amrita Singh, Shammi Kapoor, Prem Chopra
Music Director : R D Burman
Ho hoo.. Ho hoo..
Jab hum jawaan honge, Jaane kahaan honge
Jab hum jawaan honge, Jaane kahaan honge
Lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
Tujhe yaad karenge
Jab hum jawaan honge, Jaane kahaan honge
Lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
Tujhe yaad karenge
Jab hum jawaan Honge, Jaane Kahaan Honge
Ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega
Dil kitna khaali khaali ho jaayega
Ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega
Dil kitna khaali khaali ho jaayega
Tere khayalon se ise abaad karenge
Tujhe yaad karenge
Jab hum jawaan honge, Jaane kahaan honge
Lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
Tujhe yaad karenge
Jab hum jawaan Honge
Aise hasti thi wo aise chalti thi
Aise hasti thi wo aise chalti thi
Chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi
Aise hasti thi wo aise chalti thi
Chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi
Sabse teri baatein tere baad karenge
Tujhe Yaad Karenge
Jab hum jawaan honge, Jaane kahaan honge
Lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
Tujhe yaad karenge
Jab hum jawaan Honge
Aa aa aa aa…
Tere shabnami khwaabon ki tasveeron se
Teri reshmi zulfon ki zanjeeron se
Tere shabnami khwaabon ki tasveeron se
Teri reshmi zulfon ki zanjeeron se
Kaise hum apne aap ko azaad karenge
Tujhe yaad karenge
Jab hum jawaan honge, Jaane kahaan honge
Lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
Tujhe yaad karenge
Jab hum jawaan Honge
Zeher judaai ka peena pad jaaye to
Bichhad ke bhi humko jeena pad jaaye to
Zeher judaai ka peena pad jaaye to
Bichhad ke bhi humko jeena pad jaaye to
Saari jawani bas yun hi barbaad karenge
Tujhe yaad karenge
Jab hum jawaan honge, Jaane kahaan honge
Lekin jahaan honge wahan fariyaad karenge
Tujhe yaad karenge
Jab hum jawaan honge, Jaane kahaan honge
It is a hit song of the film ‘Betaab‘ which was released in 1983 starring Sunny Deol and Amrita Singh. This is the second movie of Sunny Deol. Director of the film is Rahul Rawail who had given many hit films to bollywood.
- Bahaaren Phir Bhi Aayengi from Lahore
- Sau Baar Janam Lenge from Ustaadon Ke Ustaad
- Teri Meri Ye Zindagi from Life Partner
- Koi Na Jaane Kya Hoga from Hijack
- Hit songs of Betaab
- Tumse Milke Aisa Laga Tumse Milke from Parinda
- Ye Zindagi Ke Mele from Mela
- Vaada Kar Le Sajana from Haath Ki Safai
- Hum Tum Se Juda Ho Ke from Ek Sapera Ek Lutera
- Mitwa Re Mere Sajna Re from Hello
- Na Jaane Kahaan Tum The from Zindagi Aur Khwab
- Udne Do Ab Mujh Ko Udne Do from Taxi Number 9211
- Hit bollywood songs of Sunny Deol
- Andaaz Mera Mastaana Maange Dil Ka from Dil Apna Aur Preet Paraayi
- Baar Baar Dekho Hazaar Baar Dekho from China Town
No Responses to “Jab Hum Jawaan Honge Jaane Kahaan Honge from Betaab”
Please Wait
Leave a Reply