Ja Ja Ja Mere Bachpan from Junglee
Movie : Junglee
Singers : Lata Mangeshkar
Song : Ja Ja Ja Mere Bachpan
Lyricist : Shailendra
Actors : Shammi Kapoor, Saira Banu, Lalita Pawar, Anoop Kumar, Helen
Music Director : Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Ho.. ho.. ho.. hoo..
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Ye safar hai ab mushkil
Aane ko hai toofan
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Zindagi ko naye rang milne lage
Ek kiran chhoo gayi
Phool khilne lage
Zindagi ko naye rang milne lage
Ek kiran chhoo gayi
Phool khilne lage
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Ye safar hai ab mushkil
Aane ko hai toofan
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Ek kasak har ghadi dil mein rehne lagi
Jo ke tadpa gayi
Phir bhi achhi lagi
Ek kasak har ghadi dil mein rehne lagi
Jo ke tadpa gayi
Phir bhi achhi lagi
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Ye safar hai ab mushkil
Aane ko hai toofan
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Ye safar hai ab mushkil
Aane ko hai toofan
Ja ja ja mere bachpan
Kahin ja ke chhup nadaan
Another beautiful song in the voice of Lata Mangeshkar. The film ‘Junglee’ is a romantic film and it was released in 1961 with lead starring of Shammi Kapoor and Saira Banu.
- Chaahe Koi Mujhe Junglee Kahe from Junglee
- Mere Bachpan Ke Saathi Mujhe from Anmol Ghadi
- Songs of Junglee
- Mere Yaar Shabba Khair from Junglee
- Aaya Hai Mujhe Phir Yaad Wo Zaalim from Devar
- Hit bollywood dance songs
- Aai Aai Yaa Karun Main Kya Sukoo Sukoo from Junglee
- Give Me Some Sunshine from Three Idiots
- Ehsaan Tera Hoga Mujh Par from Junglee
- Badli Badli Duniya Hai Meri from Sangeet Samrat Tansen
- Kashmir Ki Kali Hoon Main from Junglee
- Kahaan Ho Bhaiya Aa Jaao from World Cup 2011
- Sapno Ki Suhaani Duniya Ko from Shikast
- Jeevan Ke Do Pehloo Hain Hariyaali Aur Raasta from Hariyaali aur Raasta
- Ghar aaya mera pardesi from Awaara
No Responses to “Ja Ja Ja Mere Bachpan from Junglee”
Please Wait
Leave a Reply