Hai Kali Kali Ke Lab Par from Lala Rukh
Movie : Lala Rukh
Singers : Mohammad Rafi
Song : Hai Kali Kali Ke Lab Par
Lyricist : Kaifi Azmi
Actors : Talat Mahmood, Shyama, Vikram Kapoor, Sadiq Ali
Music Director : Khayyam
hai kali kali ke lab par
tere husn ka fasaana
mere gulsitaan ka sab kuchh
tera sirf muskurana
hai kali kali ke lab par
tere husn ka fasaana
mere gulsitaan ka sab kuchh
tera sirf muskurana
hai kali kali ke lab par
tere husn ka fasaana
ye khule khule se kesu
uthe jaise badliyaan si
ye jhuki jhuki nigaahen
gire jaise bijliyaan si
tere naachte kadam mein
hai bahaar ka khazaana
hai kali kali ke lab par
tere husn ka fasaana
mere gulsitaan ka sab kuchh
tera sirf muskurana
hai kali kali ke lab par
tere husn ka fasaana
tera jhoomna machalna
jaise zar badal badal ke
mera dil dhadak raha hai
tu lachak sambhal sambhal ke
kahin ruk na jaaye zaalim
is mod par zamaana
hai kali kali ke lab par
tere husn ka fasaana
mere gulsitaan ka sab kuchh
tera sirf muskurana
hai kali kali ke lab par
tere husn ka fasaana
This is an old classical song from the film Lala Rukh which was released in the year 1958 under the direction of Akhtar Siraj. Voice for this song is given by Mohammad Rafi and is picturised on Sadiq Ali.
- Gunguna rahe hain bhanware from Aaradhana
- Rahein Na Rahein Hum Mehka Karenge from Mamta
- Kabhi Yahaan Kabhi Wahaan from Manchali
- Mere Jeevan Saathi Kali Thi Main To from Saathi
- Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi from Buddha Mil Gaya
- Raahi Matwaale Tu Chhed Ik Baar from Waaris
- Kashmir Ki Kali Hoon Main from Junglee
- Tu Gandi Achhi Lagti Hai from Love Sex Aur Dhokha
- Maan Gaye Mughal E Azam from Maan Gaye Mughal E Azam
- Songs Of Kavi Kalidas
- Songs Of Pratighaat
- Kali Ke Roop Mein Chali Ho from Nau Do Gyarah
- Kaho Ji Tum Kya Kya Khareedoge from Sadhana
- Dil Mein Sama Gaye Sajan from Sangdil
- Hum Bewafaa Hargiz Na The from Shalimar
No Responses to “Hai Kali Kali Ke Lab Par from Lala Rukh”
Please Wait
Leave a Reply