Hai Duniya Usi Ki Zamaana Usi Ka from Kashmir Ki Kali
Movie : Kashmir Ki Kali
Singers : Mohammad Rafi
Song : Hai Duniya Usi Ki Zamaana Usi Ka
Lyricist : S H Bihari
Actors : Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, Pran
Music Directors : O P Nayyar
hai duniya usi ki
zamaana usi ka
mohabbat mein jo
ho gaya ho kisi ka
hai duniya usi ki
zamaana usi ka
mohabbat mein jo
ho gaya ho kisi ka
luta jo musafir
dil ke safar mein
hai jannat ye duniya
us ki nazar mein
luta jo musafir
dil ke safar mein
hai jannat ye duniya
us ki nazar mein
usi ne hai loota
maza zindagi ka
mohabbat mein jo
ho gaya ho kisi ka
hai sajde ke kaabil
har wo deewana
ke jo ban gaya ho
tasweer e jaana
hai sajde ke kaabil
har wo deewana
ke jo ban gaya ho
tasweer e jaana
karo eh-te-ram us ki
deewangi ka
mohabbat mein jo
ho gaya ho kisi ka
barbaad hona
jis ki ada ho
dard e mohabbat
jis ki dawa ho
barbaad hona
jis ki ada ho
dard e mohabbat
jis ki dawa ho
sataayega kya ghum
use zindagi ka
mohabbat mein jo
ho gaya ho kisi ka
hai duniya usi ki
zamaana usi ka
mohabbat mein jo
ho gaya ho kisi ka
It is a good enjoyble track from the film Kashmir Ki Kali which was released in the year 1964. Voice for this song is given by Mohammad Rafi and is picturised on Shammi Kapoor.
- Kashmir Ki Kali Hoon Main from Junglee
- Hai Kali Kali Ke Lab Par from Lala Rukh
- Subhan Allah Haseen Chehra from Kashmir Ki Kali
- Zamaana Sach Kehta Hai from Ambar
- Kisi Na Kisi Se Kabhi Na Kabhi from Kashmir Ki Kali
- Ishaaro ishaaro mein dil lene waale from Kashmir Ki Kali
- Saanwle Salone Aaye Din Bahaar Ke from Ek Hi Rasta
- Ye Chand Sa Roshan Chehra from Kashmir Ki Kali
- Vaada Karo Jaanam Na Chhodoge Ye Daaman from Sabse Bada Rupaiya
- Aap Se Hum Ko Bichde Hue from Vishwas
- Songs of Sharmila Tagore
- Kabhi Sharmayegi Kabhi Ghabrayegi from Bhagam Bhag
- Matlabi Hain Log Yahan Par from Begaana
- Gunguna rahe hain bhanware from Aaradhana
- Kehta Hai Jokar Saara Zamaana from Mera Naam Joker
No Responses to “Hai Duniya Usi Ki Zamaana Usi Ka from Kashmir Ki Kali”
Please Wait
Leave a Reply