Hai Apna Dil To Aawara from Solvan Saal
Movie : Solvan Saal
Singers : Hemant Kumar
Song : Hai Apna Dil To Aawara
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Dev Anand, Waheeda Rehman
Music Director : S D Burman
hmm hmm hmm hmm
hai apna dil to aawara na jaane kis pe aayega
hai apna dil to aawara na jaane kis pe aayega
haseenon ne bulaya gale se bhi lagaya
bahot samjhaya yahi na samjha
haseenon ne bulaya gale se bhi lagaya
bahot samjhaya yahi na samjha
bahot bhola hai bechara na jaane kis pe aayega
hai apna dil to aawara na jaane kis pe aayega
ajab hai deewana na dar na thikana
zameen se begana falak se juda
ajab hai deewana na dar na thikana
zameen se begana falak se juda
ye ek toota hua taara na jaane kis pe aayega
hai apna dil to aawara na jaane kis pe aayega
zamana dekha sara hai sab ka sahara
ye dil hi hamara hua na kisi ka
zamana dekha sara hai sab ka sahara
ye dil hi hamara hua na kisi ka
safar mein hai ye banjara na jaane kis pe aayega
hai apna dil to aawara na jaane kis pe aayega
hua jo kabhi raazi to mila nahin kaazi
jaha pe lagi baazi wahin pe haara
hua jo kabhi raazi to mila nahin kaazi
jaha pe lagi baazi wahin pe haara
zamane bhar ka nakaara jaane kis pe aayega
hai apna dil to aawara na jaane kis pe aayega
The song is from the film Solvan Saal which was released in 1958 under the direction of Raj Khosla. It is a romantic comedy film and production of the film was done by C C Desai.
- Chale Bhi Aao Tumhe Kasam Hai from Ek Saal
- Mausam Hai Bada Qaatil from Chup Chup Ke
- Aaj Main Jawaan Ho Gayi Hoon from Main Sundar Hoon
- Songs of Ab Ke Baras
- Beqarar Karke Humein from Bees Saal Baad
- Baar Baar Din Ye Aaye from Farz
- Sau Saal Pehle Mujhe Tumse Pyaar Tha from Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai
- Tennu Leke Jaana Apne Naal from Jai Veeru
- Sab Kuchh Luta Ke Hosh Mein from Ek Saal
- Akela Dil Akela Dil from Dulha Mil Gaya
- Koi Hota Jis Ko Apna Hum from Mere Apne
- O Maajhi Re Apna Kinaara from Khushboo
- Dono Nibhaaye Apna Dharam from Ek Vivaah Aisa Bhi
- Kahin Deep Jale Kahin Dil from Bees Saal Baad
- Raahi Manwa Dukh Ki Chinta from Dosti
No Responses to “Hai Apna Dil To Aawara from Solvan Saal”
Please Wait
Leave a Reply