Gunguna rahe hain bhanware from Aaradhana
Movie : Aaradhana
Singers : Mohammad Rafi and Asha Bhosle
Song : Gunguna rahe hain bhanware
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Music Director : S D Burman
Aa..aa..
Gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali
Gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali
Gali gali Kali kali
Gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali
mm.. aa..
Zara dekho sajan beimaan bhanwra kaise muskaaye
Haaye kali yu sharmaaye
Ghunghat mein gori jaise chhup jaaye
Haaye Zara dekho sajan beimaan bhanwra kaise muskaaye
Haay kali yu sharmaaye
Ghunghat mein gori jaise chhup jaaye
Rut aisi haaye kaisi ye pawan chali gali gali
Gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali
Gali gali Kali kali
Gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali
Kisi ko kya kahe hum dono bhi hain dekho kuchh khoye
Khoye hua kya oye hoye jaage jiya mein armaan soye
Soye Kisi ko kya kahe hum dono bhi hain dekho kuchh khoye
Khoye hua kya oye hoye jaage jiya mein armaan soye
Rut aisi haaye kaisi ye pawan chali gali gali
Gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali
Gali gali Kali kali
Hoo..gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali
Aa…
Suno paas na aao, kali ke bahaane pyaar na jataao
Jaao chalo baat na banaao
bhanwre ke bahaane aankh na ladaao
Jaao Suno paas na aao, kali ke bahaane pyaar na jataao
Jaao chalo baat na banaao
bhanwre ke bahaane aankh na ladaao
Rut aisi haaye kaisi ye pawan chali gali gali
Gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali
Gunguna rahe hain bhanware khil rahi hai kali kali
Gali gali kali kali
Good love song by Mohd. Rafi and Asha Bhosle and nice love feelings are composed by S D Burman. It is said that there is a nice touch in Rafi’s voice that can make anyone to love. People love his voice for a very long time and he is still in everyone’s heart.
- Wo shaam kuch ajeeb thi from Khamoshi
- Taar Taar Baj Raha Dil Ke Sur from School Master
- Yahaan Sab Ko Sab Istemaal from Corporate
- Ye Reshami Zulfein Ye Sharabati Aankhein from Do Raaste
- Kitna Maza Aa Raha Hai from Raja Jani
- Wo Paas Rahe Ya Door Rahe from Badi Bahen
- Roop tera mastaana from Aaradhana
- Mere Sapnon Ki Rani Kab from Aaradhana
- Tera Mera Saath Rahe from Saudagar
- Chanda Hai Tu Mera Suraj from Aaradhana
- Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho from Arth
- Un Ke Nashe Mein Chalte Rahe from Shoot Out At Lokhandwala
- Akele Akele Kahaan Ja Rahe Ho from An Evening In Paris
- Ho Baagon Mein Bahaar Hai from Aaradhana
- Aayega Aayega Aayega Aanewala from Mahal
No Responses to “Gunguna rahe hain bhanware from Aaradhana”
Please Wait
Leave a Reply