Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar from Roti

Advertisements


Movie : Roti
Singers : Kishore Kumar and Lata Mangeshkar
Song : Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar
Lyricist : Anand Bakshi
Actors : Rajesh Khanna and Mumtaz
Music Director : Laxmikant Pyarelal

gore rang pe na itna gumaan kar
gora rang do din mein dhal jaayega
gore rang pe na itna gumaan kar
gora rang do din mein dhal jaayega

main shama hoon tu hai parwaana
main shama hoon tu hai parwaana
mujhse pehle tu jal jaayega
gore rang pe na itna gumaan kar
gora rang do din mein dhal jaayega

ho roop mit jaata hai ye
pyaar aye dildaar nahi mitata
ho ho..
phool murjhaane se
gulzaar o sarkar nahi mitata
ho roop mit jaata hai ye
pyaar aye dildaar nahi mitata

kya baat kahi hai hoye tauba
kya baat kahi hai hoye tauba
ye dil beimaan machal jaayega
ho gore rang pe na itna gumaan kar
gora rang do din mein dhal jaayega

oo oo..
aapko hai aisa inkaar
to ye pyaar yahin chhodo
oo oo..
pyaar ka mausam hai
bekaar ki takraar yahin chhodo
oo oo..
aapko hai aisa inkaar
to ye pyaar yahin chhodo

haathon mein haath zara de do
haathon mein haath zara de do
baaton mein waqt nikal jaayega
main shama hoon tu hai parwaana
mujhse pehle tu jal jaayega

oo oo..
oo oo..
main tujhe kar daaloon masroor
nashe mein choor to maanoge
oo oo..
tumse main ho jaaun
kuchh door e maghroor ho maanoge
oo oo..
main tujhe kar daaloon
masroor nashe mein choor to maanoge
tu laakh bacha mujhse daaman
tu laakh bacha mujhse daaman
ye husn ka jaadu chal jaayega
ho gore rang pe na itna gumaan kar
gora rang do din mein dhal jaayega

The song is a flirty number of the film Roti. It is beautifully picturised on Rajesh Khanna and Mumtaz in a very romantic enviornment. Film did good business at the box office.


 



No Responses to “Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar from Roti”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.