Ghum Kiye Mushtakil Kitna Naazuk Hai from Shahjahan
Movie : Shahjahan
Singers : Kundal Lal Saigal
Song : Ghum Kiye Mushtakil Kitna Naazuk Hai
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Kundal Lal Saigal, Ragini, Rehman
Music Director : Naushad
ghum kiye mushtakil
kitna naazuk hai dil
ye na jaana
haaye haaye..
ye zaalim zamaana
de uthe daag laun unse
aye maah e nau keh sunana
haaye haaye..
ye zaalim zamaana
dil ke haathon se
daaman chhuda kar
ghum ki nazron se
nazren bacha kar
dil ke haathon se
daaman chhuda kar
ghum ki nazron se
nazren bacha kar
uth ke wo chal diye
kehte hi reh gaye
hum fasaana
haaye haaye..
ye zaalim zamaana
koi meri ye rudaad dekhe
ye mohabbat ki bedaad dekhe
koi meri ye rudaad dekhe
ye mohabbat ki bedaad dekhe
phunk raha hai jigar
pad raha hai magar muskuraana
haaye haaye..
ye zaalim zamaana
ghum kiye mushtakil
kitna naazuk hai dil
ye na jaanaa
haaye haaye..
ye zaalim zamaana
This song is a sad number from the film Shahjahan. Diretion of this film was done by Abdul Rashid Kardar in the year 1946. This sad song is in the voice of Kundal Lal Saigal.
- Kar Lijiye Chal Kar Meri Jannat Ke Nazaare from Shahjahan
- Aye Dil e Beqaraar Jhoom from Shahjahan
- Dil Ki Baaten Dil Hi Jaane from Roop Tera Mastana
- Agle Janam Mohe Bitiya Na Kijo from Umrao Jaan
- Jab Dil Hi Toot Gaya To Jee Ke from Shahjahan
- Chal Chal Chal Mere Saathi from Haathi Mere Saathi
- Hamein Tumse Pyar Kitna from Kudrat
- Ye Shaam Mastaani Madhosh Kiye Jaaye from Kati Patang
- Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai from Saajan
- Kitna Pyaar Karte Hain Tumhe from Banaras - A Mystic Love Story
- Mose Chhal Kiye Jaaye from Guide
- Kitna Badal Gaya Insaan from Nastik
- Jab Jab Phool Khile from Shikast
- Kitna Maza Aa Raha Hai from Raja Jani
- Achal Hain Mere Hausle from Vaada Raha - I Promise
No Responses to “Ghum Kiye Mushtakil Kitna Naazuk Hai from Shahjahan”
Please Wait
Leave a Reply