Fashion Ka Hai Ye Jalwa from Fashion
Movie : Fashion
Singers : Sukhwinder Singh, Satya Hinduja & Robert Bob Omulo
Song : Fashion Ka Hai Ye Jalwa
Lyricist : Sandeep Nath
Actors : Priyanka Chopra, Kangna Ranaut, Mugdha Godse, Arbaaz Khan
Music Director : Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Jalwa jalwa
Jalwa..
Jalwa jalwa jalwa jalwa
Jismo ka hai ye jalwa
Kismo ka hai ye jalwa
Shohrat bhi de ye jalwa
Maqsad bhi de ye jalwa
Dilkash lage ye jalwa
Maikash lage ye jalwa
Nasha hi nasha ye jalwa
Maza hi maza…
Nasha hi nasha…
Jalwa
Aag si rawaniyaan
Leti hai angadaiyaan
Ye jala de dilon mein chingariyaan
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Hai ada ka nazrana
Har zuban ka afsaana
Har kisi pe chhaa jaana
Ha ye jalwa ha ye jalwa
Kar de sabko mastana
Hai zamana deewana
Din mein taare dikhlata
Haye ye jalwa haye haye ye jalwa
Aag si rawaniyaan
Leti hai angadaiyaan
Ye jala de dilon mein chingariyaan
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Isne sabko bharmaya
Hai adam iski maaya
Koi bhi bach na paaya
Ha ye jalwa ha ha ye jalwa
Aasmaan bhi dikhlaaya
Zameen pe bhi le aaya
Dhyan isne karwaya
Ha ye jalwa haye ye jalwa
Aag si rawaniyaan
Leti hai angadaiyaan
Ye jala de dilon mein chingariyaan
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Ye jalwa ye jalwa fashion ka hai ye jalwa
Fashion is a story which is based on the life of female models who can do anything to be famous in the modelling world. It is a Madhur Bhandarkar film who is well known director of bollywood for making social movies.
- Priyanka and her furious moves
- Hit songs of Fashion
- Agg Lage Ajj Kal De Fashion Nu from Haal e Dil
- Hit songs of Kangana Ranaut
- Salman Khan now a Blogger
- Mar Jawaan Mar Jawaan from Fashion
- IIFA- a Fashion Ramp
- Kuchh Khaas Hai Kuchh Paas Hai from Fashion
- Aashiyana Mera Hai Yahaan from Fashion
- Hum To Aise Hain Bhaiya from Laaga Chunari Mein Daag
- Songs Of Money Hai To Honey Hai
- Harman and Priyanka oohhhhh Blow
- Songs of Boom
- Aaj phatte Chak Len De from Chandi Chowk To China
- Hum Ko Deewana Kar Gaye songs
No Responses to “Fashion Ka Hai Ye Jalwa from Fashion”
Please Wait
Leave a Reply