Ek Baar Jaana America Janaab from Yun Hota To Kya Hota

Advertisements


Movie : Yun Hota To Kya Hota
Singers : Devchand Ghandhvi, Javed Ali, Kirti Sagathia and Madhushree
Song : Ek Baar Jaana America Janaab
Lyricist : Sameer
Actors : Konkona Sen Sharma, Irfan Khan, Jimmy Shergill, Ayesha Takia, Paresh Rawal, Boman Irani, Ratna
Pathak Shah
Music Directors : Viju Shah

ek baar jaana
ek baar jaana
ek baar jaana
america janaab

ek baar jaana
ek baar jaana
ek baar jaana
america janaab

kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge
sab aap ke khwaab

ek baar jaana
ek baar jaana
ek baar jaana
america janaab

kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge
sab aap ke khwaab

ek baar jaana
ek baar jaana
ek baar jaana
america janaab

chaaro taraf bikhre hain
door saar hum se
dard se paraaya aadmi
na wahaan kahin
koi kami hai
kya zameen kya aasmaan
sab se haseen hai
wo jahaan

kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge
sab aap ke khwaab

ek baar jaana
ek baar jaana
ek baar jaana
america janaab

arre jo gaya
wahin ka ho gaya
us mein hai kashish
badi ghazab ki

us ki roshni mein kho gaya
us ki aarzoo hai
kuchh ajab si
ek baar jo jaunga main
wapas na aaunga main

kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge
sab aap ke khwaab

ek baar jaana
ek baar jaana
ek baar jaana
america janaab

husn ki bahaar milegi
gori gori hongi goriyaan
ishq ki kali bhi khilegi
baandh lena dil ki doriyaan
chaahoge jo paaoge wo
kehna mera maan lo

kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge
sab aap ke khwaab

ek baar jaana
ek baar jaana
ek baar jaana
america janaab

ek baar jaana
ek baar jaana
ek baar jaana
america janaab

‘Ek Baar Jaana America’ is a good enjoyble song from the film Yun Hota To Kya Hota. This song is written by
Sameer and he shows the description of America in this song.


 



No Responses to “Ek Baar Jaana America Janaab from Yun Hota To Kya Hota”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.