Duniya pagal hai from Shagird

Advertisements


Movie: Shagird
Singers: Mohammed Rafi
Song: Duniya pagal hai
Actors: Joy Mukherjee, Saira Banu and I. S. Johar
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Laxmikant Pyarelal

Duniya pagal hai, yaa fir main deewana
duniya pagal hai, yaa fir main deewana
mujhko chahti hain zulfon mein uljahan
duniya pagal hai, yaa fir main deewana

ye baahein jinko tum gale ka haar samjhe ho
kesu ke jinko tum mehakta pyaar samjhe hai
ye baahein jinko tum gale ka haar samjhe ho
kesu ke jinko tum mehakta pyaar samjhe hai
haar hai fanda, pyaar hai andar
haar hai fanda, pyaar hai andar
tum ho nishaana….
jiyo mere shagird…thank you
duniya pagal hai, yaa fir main deewana
duniya pagal hai haaye yaa fir main deewana

aazadi hai to tum ho sehzaade mere pyaaron
shaadi hui to samjho bikhari ban gaye yaaron
aazadi hai to tum ho sehzaade mere pyaaron
shaadi hui to samjho bikhari ban gaye yaaron
jo hai akela, woh albela
jo hai akela, woh albela
uska zamana…
shabash mere shagird….thank you
duniya pagal hai, yaa fir main deewana
duniya pagal hai yaa fir main deewana

chhoodi jo jhanke to kaho talwar chanki hai
paayal baje bhago ki yeh khatre ki ghanti hai
chhoodi jo jhanke to kaho talwar chanki hai
paayal baje bhago ki yeh khatre ki ghanti hai
padne na paaye, husn ka saaya
dekho bachana…
are wah wah mere shagird….thank you
duniya pagal hai, yaa fir main deewana
duniya pagal hai yaa fir main deewana

‘Duniya pagal hai’ is a funny track from the movie Shagird which stars Joy Mukherjee, Saira Banu and I. S. Johar in lead roles. The song is rendered by legendary playback singer of bollywood industry, Mohammed Rafi. The music director of the movie is Laxmikant PYarelal.


 

No Responses to “Duniya pagal hai from Shagird”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.