Do Deewane Sheher Mein from Gharonda
Movie : Gharonda
Singers : Runa Laila and Bhupinder
Song : Do Deewane Sheher Mein
Lyricist : Gulzar
Actors : Amol Palekar, Zarina Wahab, Shreeram Lagoo
Music Director : Jaidev
haan
deewana
ek deewana sheher mein
ek deewana nahi
ek deewani bhi
hmm..
do deewane sheher mein
do deewane sheher mein
raat mein ya dopahar mein
aab o daana
aab o daana dhoondhte hain
ek aashiyaana dhoondhte hain
aab o daana dhoondhte hain
ek aashiyaana dhoondhte hain
do deewane sheher mein
do deewane sheher mein
raat mein ya dopahar mein
aab o daana dhoondhte hain
ek aashiyaana dhoondhte hain
do deewane
in bhool bhulaiya galiyon mein
apna bhi koi ghar hoga
ambar pe khulegi khidki ya
khidki pe khula ambar hoga
in bhool bhulaiya galiyon mein
apna bhi koi ghar hoga
ambar pe khulegi khidki ya
khidki pe khula ambar hoga
asmani rang ki aankho mein
asmani ya aasmani
aasmani rang ki aankho mein
basne ka bahana dhoondhte hain
dhoondhte hain
aab o daana dhoondhte hain
ek aashiyaana dhoondhte hain
do deewane sheher mein
do deewane sheher mein
raat mein ya dopahar mein
aab o daana dhoondhte hain
ek aashiyaana dhoondhte hain
do deewane
aa.. ho..
jab zameen par »”>taare zameen par
taare aur zameen par
of course
jab taare zameen par chalte hain
hmm.. hmm..
aakaash zameen ho jaata hai
aa.. aa..
us raat nahi phir ghar jaata
wo chaand yahin so jaata hai
jab taare zameen par chalte hain
aakaash zameen ho jaata hai
us raat nahi phir ghar jaata
wo chaand yahin so jaata hai
pal bhar ke liye pal bhar ke liye
pal bhar ke liye in aankho mein
hum ek zamaana dhoondhte hain
dhoondhte hain
aab o daana dhoondhte hain
ek aashiyaana dhoondhte hain
do deewane sheher mein
do deewane sheher mein
raat mein ya dopahar mein
aab o daana dhoondhte hain
ek aashiyaana dhoondhte hain
do deewane
do deewane do deewane
do deewane do deewane
This song is a soft number from the film Gharonda which was released in the year 1977. Lyricist of the song ‘Gulzar’ got filmfare award for this lovely creation.
- Songs of Zarina Wahab
- Meri Har Ada Ke Charche from Ek Se Bure Do
- Sheeshe Se Pee Ya Paimaane Se Pee from Phool aur Patthar
- Tumhe Ho Na Ho Mujhko To from Gharonda
- Raahi Tha Main Awaara from Sahib Bahadur
- Koi Patthar Se Na Maare from Aaja Nachle
- Chala Bhi Aa Aaja Rasiya from Man Ki Aankhen
- Ye Fizaayein Sun Lo Gaayein from Main Hoon Na
- Tere Sau Deewane Jhoote Parwaane from Shareef Badmash
- Bade Se Sheher Mein from 13 B
- Deewane Ka Naam To Poochho from An Evening In Paris
- Dil Ki Bajariya Mumbai Nagariya from Taxi Number 9211
- Hum Hain Tere Deewane Gar from Shabistan
- Koi Patthar Se Na Maare from Laila Majnu
- Hai Ishq Ye Kya Ek Khata from Bas Ek Pal
No Responses to “Do Deewane Sheher Mein from Gharonda”
Please Wait
Leave a Reply