Deewana Mastana Hua Dil from Bambai ka Babu

Advertisements


Movie : Bambai ka Babu
Singers : Mohammad Rafi and Asha Bhonsle
Song : Deewana Mastana Hua Dil
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Dev Anand, Suchitra Sen
Music Director : S D Burman

aa aa..
pa ma ga ma re
ga pa ma ga ma
aa aa..
sa ni dha pa ma
ga re saa ni ni ni

deewana mastana hua dil
jaane kahaan ho ke bahaar aayi
deewana mastana hua dil
jaane kahaan ho ke bahaar aayi

ho ho tan ko mere chhuye
ghat kaali
chhede lehar lehar matwaali
tan ko mere
ho ho tan ko mere chhuye
ghat kaali
chhede lehar lehar matwaali

raat koi anjaana
deewana mastana hua dil
jaane kahaan ho ke bahaar aayi
aa aa..
jaane kahaan ho ke bahaar aayi

ho ho kuchh ankahee
kahe mere chitwan
bole jiya likhe meri dhadkan
kuchh ankahee
ho ho kuchh ankahee
kahe mere chitwan
bole jiya likhe meri dhadkan

ek naya afsaana
deewana mastana hua dil
jaane kahaan ho ke bahaar aayi
o jaane kahaan ho ke bahaar aayi

pa ma ga ma re
ga pa ma ga ma
aa aa..
pa ma ga ma re
ga pa ma ga ma
sa ni dha pa ma
ga re saa ni ni ni..

deewana mastanaa hua dil
jaane kahaan ho ke bahaar aayi
ho ho..

saawan laga macha gaye baadal
dekho jise hua wahi paagal
saawan laga macha gaye baadal
dekho jise hua wahi paagal
kaun hua deewana
deewana mastana hua dil
deewana mastana hua dil

jaane kahan ho ke bahaar aayi
jaane kahan ho ke bahaar aayi
jaane kahan ho ke bahaar aayi
jaane kahan ho ke bahaar aayi

It is a classical number from the film Bambai Ka Babu. It was a thriller movie which is written by Rajinder Singh. In music, this film is still listed in awesome creations of S D Burman.


 



No Responses to “Deewana Mastana Hua Dil from Bambai ka Babu”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.