Chura Liya Hai Tumne from Yaadon Ki Baaraat
Movie : Yaadon Ki Baaraat
Singers : Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Song : Chura Liya Hai Tumne
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Dharmendra, Zeenat Aman
Music Directors : R D Burman
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jana sanam
O le liya dil
O haaye mera dil
Haaye dil lekar mujh ko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jana sanam
Bahaar banke aaun kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaaye ye din kahin isi tamanna mein
Bahaar banke aaun kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaaye ye din kahin isi tamanna mein
Tum mere ho, ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jana sanam
Ho sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahu jigar ka dunga haseen labon ki laali ko
sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahu jigar ka dunga haseen labon ki laali ko
Hai vafa kya is jahan ko
Ek din dikhla dunga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jana sanam
Le liya dil, haaye mera dil
Haaye dil lekar mujh ko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Hm hm hm hm..
hm hm hm hm..
Hm hm hm hm..
hm hm hm hm..
A romantic song in the beautiful voice of Asha Bhonsle. This number is from the film Yaadon Ki Baaraat released in 1974. This song is picturised on Zeenat Aman. Asha Bhonsle is always remembered for this sweet song.
- Songs of Yaadon Ki Baaraat
- Ek Masoom Sa Dil Ye Mera from Mere Jeevan Saathi
- Chura Liyaa Hai Tumne songs
- Songs of Gayatri Iyer
- Songs of Zeenat Aman
- Neend Chura Ke Raaton Mein from Shareef Badmaash
- Nagma e Dil Ko Chhed Ke from Ek Raaz
- Songs of Zayed Khan
- Aise Na Mujhe Tum Dekho from Darling Darling
- Doli Mein Bitha Ke from Saawariya
- Tune Loot Liya Loot Liya Re from Sunday
- Mere Sang Sang Aaya Teri Yaadon from Rajput
- Falsafa Pyaar Ka Tum Jaano from Duniya
- Dekh Liya Maine Kismat Ka Tamaasha from Deedar
- Jaa Re Beimaan Tujhe Jaan Liya from Private Secretary
No Responses to “Chura Liya Hai Tumne from Yaadon Ki Baaraat”
Please Wait
Leave a Reply