Chhoti Si Mulakaat Pyaar Ban Gayi from Chhoti Si Mulaaqaat

Advertisements


Movie : Chhoti Si Mulaaqaat
Singers : Asha Bhonsle and Mohammad Rafi
Song : Chhoti Si Mulakaat Pyaar Ban Gayi
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Actors : Vyjayanthimala, Uttam Kumar, Rajendra Nath, Shashikala, Tarun Bose
Music Director : Shankar Jaikishan

chhoti si mulakaat pyaar ban gayi
pyaar banke gale ka haar ban gayi
ya ya yippi
yippi ya ya ya
ya ya yippi
yippi ya ya ya

chhoti si mulakaat pyaar ban gayi
pyaar banke gale ka haar ban gayi
ya ya yippi
yippi ya ya ya
ya ya yippi
yippi ya ya ya

baankpan tera pyaar ki ada
hosh le gayi sarkaar ki ada
ho baankpan tera pyaar ki ada
hosh le gayi sarkaar ki ada

sarkar ki ada dildaar ban gayi
dildaar banke gale ka haar ban gayi
ya ya yippi
yippi ya ya ya
ya ya yippi
yippi ya ya ya

aage badh chuke manzilon se hum
peeche reh gaye chaand ke kadam
aage badh chuke manzilon se hum
peeche reh gaye chaand ke kadam

raat ye sunhaani bahaar ban gayi
bahaar banke gale ka haar ban gaye
ya ya yippi
yippi ya ya ya
ya ya yippi
yippi ya ya ya

chhoti si mulakaat pyaar ban gayi
pyaar banke gale ka haar ban gayi
ya ya yippi
yippi ya ya ya
ya ya yippi
yippi ya ya ya

tum ho baanh mein
dil ki raah mein
tum khayaal mein
tum nigaah mein
tum ho baanh mein
dil ki raah mein
tum khayaal mein
tum nigaah mein

jab jhuki nazar iqraar ban gayi
iqraar banke gale ka haar ban gayi
ya ya yippi
yippi ya ya ya
ya ya yippi
yippi ya ya ya

chhoti si mulakaat pyaar ban gayi
pyaar banke gale ka haar ban gayi
ya ya yippi
yippi ya ya ya
ya ya yippi
yippi ya ya ya

This lovely number is from the film Chhoti Si Mulaaqaat. The film was released in 1967 under the direction of Alo Sircar. Lyrics written by Hasrat Jaipuri were appraciated by many people.


 



No Responses to “Chhoti Si Mulakaat Pyaar Ban Gayi from Chhoti Si Mulaaqaat”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.