Chhod Do Aanchal Zamaana Kya Kahega from Paying Guest

Advertisements


Movie : Paying Guest
Singers : Asha Bhonsle and Kishore Kumar
Song : Chhod Do Aanchal Zamaana Kya Kahega
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Dev Anand, Nutan Behl, Gajanan Jagirdar
Music Director : S D Burman

aah chhod do aanchal
zamaana kya kahega
ho chhod do aanchal
zamaana kya kahega
ha ha ha in adaaon ka
zamaana bhi hai deewaana
deewaana kya kahega

ho chhod do aanchal
zamaana kya kahega
ha ha ha in adaaon ka
zamaana bhi hai deewaana
deewaana kya kahega
ha ha ha chhod do aanchal
zamaana kya kahega

main chali..
main chali ab khoob chhedo
pyaar ke afsaane
kuchh mausam hai deewaana
kuchh tum bhi ho deewaane

main chali ab khoob chhedo
pyaar ke afsaane
kuchh mausam hai deewaana
kuchh tum bhi ho deewaane

zara sunana jaan e tamanna
o zara sunana jaan e tamanna
itna to sochiye mausam
suhana kya kahega

ho chhod do aanchal
zamaana kya kahega
ha ha ha in adaaon ka
zamaana bhi hai deewaana
deewaana kya kahega
ha ha ha chhod do aanchal
zamaana kya kahega

ho ho ho ho ha ha ha..
ho ho ho ho ha ha ha..
ho ho ho ho hmm hmm..

yoon na dekho jaag jaaye
pyaar ki angdaayi
ye rasta ye tanhaayi
lo dil ne thokar khaayi

yoon na dekho jaag jaaye
pyaar ki angdaayi
ye rasta ye tanhaayi
lo dil ne thokar khaayi

yahi din hain
masti ke sin hain
yahi din hain
masti ke sin hain

kis ko ye hosh hai apna
begaana kya kahega
ho chhod do aanchal
zamaana kya kahega
ha ha ha in adaaon ka
zamaana bhi hai deewaana
deewaana kya kahega
ha ha ha chhod do aanchal
zamaana kya kahega

ye bahaare ye phuhaare
ye barasta saawan
thar thar kaanpe hai tan man
meri baiyaan dhar lo saajan

ye bahaare ye phuhaare
ye barasta saawan
thar thar kaanpe hai tan man
meri baiyaan dhar lo saajan

aji aana
dil mein samana
aji aana
dil mein samana

ik dil ek jaan hain hum tum
zamaana kya kahega
ha ha ha chhod do aanchal
zamaana kya kahega

ha ha ha in adaaon ka
zamaana bhi hai deewaana
deewaana kya kahega
zamaana kya kahega
deewaana kya kahega

The song is a famous number from the film Paying Guest. The film was released in the year 1957 and this song is in the voice of Asha Bhonsle and Kishore Kumar. This song is later remixed by Bombay Vikings in the year 2004.


 



No Responses to “Chhod Do Aanchal Zamaana Kya Kahega from Paying Guest”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.