Chhaayi Madhoshiyaan Dil Dhadkane Laga from Jumbo

Advertisements


Movie : Jumbo
Singers : Sonu Nigam, Sona Mohapatra
Song : Chhaayi Madhoshiyaan Dil dhadkane laga hai
Lyricist : Israr Ansari
Actors : Akshay Kumar, Asrani
Music Director : Ram Sampat

Ha aha aha
Ha ha ha..
Chhaayi madhoshiyaan
Dil dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Ye kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Kyun beqarari
Jaanu na

Ho ho ho
ho ho
Ho ho ho
ho ho

Apni hado se guzarne laga hoon
Saanso mein teri utarne laga hoon
Bhatakta tha pehle
Idhar se udhar main
Magar ek jagah ab theherne laga hoon

Lagti hai pyaari
Kyun beqarari
Jaanu na

Chhaayi madhoshiyaan
Dil dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Ye kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Kyun beqarari
Jaanu na

Ho ho ho
ho ho
Ho ho ho
ho ho

Saanso mein saansein ulajhne lagi hain
Hothon ki shabnam behkne lagi
Khwahish ka toofan machalne laga hai
Naazuk sa dil ye pighalne laga hai

Lagti hai pyaari
Kyun beqarari
Jaanu na

Chhaayi madhoshiyaan
Dil dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Ye kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Kyun beqarari
Jaanu na

Ho ho ho
ho ho
Ho ho ho
ho ho

Koi rasta ho
Koi rehguzar ho
Mohabbat jo teri
Meri humsafar ho
Bhanwar mein bhi has ke
Utar jaunga main
Mujhpe hamesha jo teri nazar ho

Lagti hai pyaari
Kyun beqarari
Jaanu na

Chhaayi madhoshiyaan
Dil dhadkane laga hai
Pyaar ka silsila
Ye kahan le chala hai
Lagti hai pyaari
Kyun beqarari
Jaanu na

Ho ho ho
ho ho
Ho ho ho
ho ho

Ho ho ho
ho ho
Ho ho ho
ho ho

This soft number is written by Israr Ansari and the voices given to this romantic number by Sonu Nigam and Sona Mohapatra  create a nice lovely enviornment.


 



No Responses to “Chhaayi Madhoshiyaan Dil Dhadkane Laga from Jumbo”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.