Chaand Sifarish Jo Karta Hamari from Fanaa

Advertisements


Movie : Fanaa
Singers : Shaan
Song : Chaand Sifarish Jo Karta Hamari
Lyricist : Prasoon Joshi
Actors : Aamir Khan, Kajol, Tabu, Shruti Seth, Rishi Kapoor, Kirron Kher
Music Director :  Jatin Pandit, Lalit Pandit

hmm hmm hmm…
la la la..
hey hey hey…
hey aa aa..

subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah

chaand sifarish jo karta hamari
deta wo tum ko bata
sharm o haya ke parde gira ke
karni hain hum ko khata
zid hain ab to hai khud ko mitaana
hona hain tujh mein fana

chaand sifarish jo karta hamari
deta wo tum ko bata
sharm o haya ke parde gira ke
karni hain hum ko khata

teri ada bhi hain jhonke waali
chhoo ke guzar jaane de
teri lachak hai ke jaise daali
dil mein utar jaane de

aaja baahon mein kar ke bahaana
hona hain tujh mein fana
chaand sifarish jo karta hamari
deta wo tum ko bata
sharm o haya ke parde gira ke
karni hain hum ko khata

subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah

hain jo iraade bata doon tum ko
sharma hi jaaogi tum
dhadkane jo suna doon tum ko
ghabra hi jaaogi tum
hum ko aata nahi hai chhupaana
hona hain tujh mein fana

chaand sifarish jo karta hamari
deta wo tum ko bata
sharm o haya ke parde gira ke
karni hain hum ko khata
zid hain ab to hai khud ko mitaana
hona hain tujh mein fana

The song is famous lovely number in the voice of Shaan. The song is from the film Fanaa. This sweet number is picturised on Aamir Khan where he is singing it for Kajol. Song became much superhit and favourite of many people.


 



No Responses to “Chaand Sifarish Jo Karta Hamari from Fanaa”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.