Billo Rani Kaho To Abhi Jaan De Doon from Dhan Dhana Dhan Goal

Advertisements


Movie : Dhan Dhana Dhan Goal
Singers : Richa Sharma and Anand Raj Anand
Song : Billo Rani Kaho To Abhi Jaan De Doon
Lyricist : Javed Akhtar
Actors : John Abraham, Arshad Warsi, Boman Irani, Bipasha Basu, Shernaz Patel
Music Director : Pritam Chakraborty

haan shehar main doosri koi
nahi tujh si billo
are billo meri billo billo
jo bhi dekhe yahi pooche
kya pooche
hai ye kis ki billo
har ada teri jagaati
hai qayamat koi
har kadam par tu girati chale bijli billo

aha aha aha hoye hoye
ishq kar ke tujhse deewana
betaab hua barbaad hua
bhool gaya apna bhi naam
jab naam tera ise yaad hua

ishq kar ke tujhse deewana
betaab hua barbaad hua
bhool gaya apna bhi naam
jab naam tera ise yaad hua

ye hai jo majnu
inhe kya main samjhoon
roz ho jaate hai ye
kisi na kisi pe fida are haan

aaj is ke peechhe haaye
kal us ke peechhe shaawa
kya thikana hai in ka
ki ho jaaye kab laapata
ho inki mohabbat resham ka jaal hai
haaye deewangi bhi in ki ek chaal hai

ho billo rani
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
billo rani kaho to abhi jaan de doon

ishq kar ke tujhse deewana
betaab hua barbaad hua
bhool gaya apna bhi naam
jab naam tera ise yaad hua

ishq kar ke tujhse deewana
betaab hua barbaad hua
bhool gaya apna bhi naam
jab naam tera ise yaad hua

lachakti baahon ke is gulshan mein
phoolon jaise is tan main
ho pagal hi kar de aisi khushboo hai
chamakti aankhon ke in taaron mein
hontho ke gulzaaro mein
ho deewana kar de aisa jaadu hai

ho teri baatein rijhaaye mere dil ko
fir bhi main na maanu inhe
ho main na maanu
ho teri aankhe dikhaaye mujh ko
sapne par na sacha jaanu inhe

offo raah mein tune mujhe roka hai
haaye is mein koi na koi dhokha hai

ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
billo rani kaho to abhi jaan de doon

ki ab tak tumhri samajh na aayi na
ghoom le aur chaaye sab duniya
aye humsa premi na mili hai tumka kahin
ki billo dhak dhak hi man dhadkat hai
tan ma agni bhadkat hai
jab jab lagaawat ho tum thumka kahin

ho teri neeyat hai khoti
man hai paapi
harjayee tu beimaan tu
teri chaahat main jaanu raja kya hai
mujh ko bholi nahi jaan tu
haan bhesh banaye premi ka sa hai
haaye tu bhanwra tu ras ka pyasa hai

ho billo rani
ho billo ho billo
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
ho jaan de doon ji tere imaan de doon
ho billo rani kaho to abhi jaan de doon
billo rani kaho to abhi jaan de doon

This song is a famous dancing number from the film Dhan Dhana Dhan Goal. The song is picturised in a party with John Abraham, Bipasha Basu, Arshad Warsi and their football team. This dancing track is much liked by many people.


 



No Responses to “Billo Rani Kaho To Abhi Jaan De Doon from Dhan Dhana Dhan Goal”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.